DIWAN E SUKHAN
Explore more on Diwan E Sukhan

Flow

Poetry Collection

Ash'aar

Abdul Hamid Adam
zindagi zor hai rawani ka kya thamega bahaw paani ka...
Irfan Siddiqi
dard kaisa jo duboe na baha le jaye kya nadi jis mein rawani ho na gahrai ho...
Mohammad Alvi
aaj phir mujh se kaha dariya ne kya irada hai baha le jaun...
Saleem Kausar
zoron pe 'saleem' ab ke hai nafrat ka bahaw jo bach ke nikal aayega tairak wahi hai...
Nazeer Akbarabadi
ashkon ke tasalsul ne chhupaya tan-e-uryan ye aab-e-rawan ka hai naya pairahan apna...
Ismail Merathi
dariya ki tarah rawan hoon lekin ab tak bhi wahin hoon main jahan hoon...
Aziz Bano Darab Wafa
main bhi sahil ki tarah toot ke bah jaati hoon jab sada de ke bulata hai samundar mujh ko...
Explore more on Diwan E Sukhan