DIWAN E SUKHAN
Explore more on Diwan E Sukhan
Grief
Poetry Collection
Ash'aar
Mohammad Rafi Sauda
mauj-e-nasim aaj hai aaluuda gard se dil khaak ho gaya hai kisi be-qarari ka...
Abbas Qamar
Ham hain aseer-e-zabt ijazat nahin hamein Ro pa rahe hain aap badhai hai roiye...
Shakeel Azmi
Tumhari maut ne maara hai jeete-jee ham ko Hamari jaan bhi goya tumhari jaan mein thi...
Sudarshan Faakir
Ek do roz ka sadma ho to ro lein 'faakir' Ham ko har roz ke sadmaat ne rone na diya...
Nadim Nadeem
Aah ko saaz banate hain dukhon ki rut mein Dil-shikasta hain par aawaz sanbhale hue hain...
Irfan Siddiqi
hoshiyari dil-e-nadan bahut karta hai ranj kam sahta hai elaan bahut karta hai...
Khalilur Rahman Azmi
zahr pee kar bhi yahan kis ko mili gham se najat khatm hota hai kahin silsila-e-raqs-e-hayat...
Khumar Barabankavi
hairat hai tum ko dekh ke masjid mein ai 'khumar' kya baat ho gayi jo khuda yaad aa gaya...
Saqi Faruqi
main apne shahr se mayoos ho ke laut aaya purane sog base the naye makanon mein...
Shad Azimabadi
ajal bhi tal gayi dekhi gayi haalat na aankhon se shab-e-gham mein musibat si musibat ham ne jheli hai...
Nazeer Akbarabadi
ranj-e-dil yun gaya rukh us ka dekh jaise uth jaaye aaine se zang...
Nazeer Akbarabadi
pukara qasid-e-ashk aaj fauj-e-gham ke hathon se hua taraj pahle shahr-e-jaan dil ka nagar peechhe...
Ismail Merathi
aaghaz-e-ishq umr ka anjaam ho gaya nakamiyon ke gham mein mira kaam ho gaya...
Ismail Merathi
kya fikr-e-aab-o-naan ki gham kah raha hai ab maujud hoon ziyafat-e-dil aur jigar ko main...
Explore more on Diwan E Sukhan