DIWAN E SUKHAN
Explore more on Diwan E Sukhan
Habit
Poetry Collection
Ash'aar
Ahmad Mushtaq
ab shughl hai yahi dil-e-eeza-pasand ka jo zakhm bhar gaya hai nishan us ka dekhna...
Ahmad Nadeem Qasmi
fareb khane ko pesha bana liya ham ne jab ek baar wafa ka fareb kha baithe...
Khumar Barabankavi
guzre hain mai-kade se jo tauba ke baad ham kuchh door aadatan bhi qadam dagmagaye hain...
Pirzada Qasim
gham se bahal rahe hain aap aap bahut ajeeb hain dard mein dhal rahe hain aap aap bahut ajeeb hain...
Shad Azimabadi
hoon is kooche ke har zarre se aagah idhar se muddaton aaya gaya hoon...
Shad Azimabadi
taskeen to hoti thi taskeen na hone se rona bhi nahin aata har waqt ke rone se...
Shariq Kaifi
pata nahin ye tamanna-e-qurb kab jaagi mujhe to sirf use sochne ki aadat thi...
Shariq Kaifi
ajab lahje mein karte the dar o deewar baatein mire ghar ko bhi shayad meri aadat ab hui hai...
Nazeer Akbarabadi
marta hai jo mahboob ki thokar pe 'nazeer' aah phir us ko kabhi aur koi lat nahin lagti...
Explore more on Diwan E Sukhan