Hair

Poetry Collection

ادھر آ ہم دکھاتے ہیں غزل کا آئینہ تجھ کو
یہ کس نے کہہ دیا گیسو ترے برہم نہیں پیارے
इधर आ हम दिखाते हैं ग़ज़ल का आइना तुझ को
ये किस ने कह दिया गेसू तिरे बरहम नहीं प्यारे
idhar aa ham dikhate hain ghazal ka aaina tujh ko
ye kis ne kah diya gesu tire barham nahin pyaare
پھر بالوں میں رات ہوئی
پھر ہاتھوں میں چاند کھلا
फिर बालों में रात हुई
फिर हाथों में चाँद खिला
phir baalon mein raat hui
phir haathon mein chaand khila
سر برہنہ بیبیوں کے بال چاندی ہو گئے
خیمے پھر استادہ کب ہوں گے ردا کب آئے گی
सर-बरहना बीबियों के बाल चाँदी हो गए
ख़ेमे फिर इस्तादा कब होंगे रिदा कब आएगी
sar-barahna bibiyon ke baal chaandi ho gaye
kheme phir istada kab honge rida kab aayegi
ذرا آ کے سامنے بیٹھ جا مری چشم تر کے قریب آ
مرے آئینے میں بھی دیکھ لے کبھی اپنی زلف کی برہمی
ज़रा आ के सामने बैठ जा मिरी चश्म-ए-तर के क़रीब आ
मिरे आइने में भी देख ले कभी अपनी ज़ुल्फ़ की बरहमी
zara aa ke samne baith ja miri chashm-e-tar ke qareeb aa
mire aaine mein bhi dekh le kabhi apni zulf ki barhami
نہا کر بھیگے بالوں کو سکھاتی
چھتوں پر لڑکیاں اچھی لگی ہیں
नहा कर भीगे बालों को सुखाती
छतों पर लड़कیاں अच्छी लगी हैं
naha kar bheege baalon ko sukhati
chhaton par ladkiyan achchhi lagi hain
Aur Shayari Padhein →
SUKHAN
اردو
हिंदी
Roman

DIWAN E SUKHAN

"Har ek baat pe kehte ho..."
Urdu Hindi Roman
Ghazalein
Full Ghazals
Ash'aar
Couplets Feed
Nazmein
Story in Verse
Bayaaz
My Diary
Takhleeq
Create & Submit Poetry
View All
View All
Blog e Sukhan

Adab aur Dastan: Shayaron ki Mehfil

Urdu adab ke sunehre daur ki kahaniyan, azeem shayaron ke posheeda qisse, aur unki zindagiyon ke naye pehlu ek hi jagah.

Mazameen Padhein
Ishtehaar

Aapka Brand Yahan!

Diwan E Sukhan ke hazaron padhne walon tak apna paigham pohnchayein. Yeh khaas jagah premium brands aur karobar ke liye banayi gayi hai.
(TAP TO LEARN MORE!)

Ad by Fiza Perfumes Ishtehaar Ke Liye Rabta Karein
Sponsored Space
Message