Honor

Poetry Collection

آبرو شرط ہے انساں کے لیے دنیا میں
نہ رہی آب جو باقی تو ہے گوہر پتھر
आबरू शर्त है इंसाँ के लिए दुनिया में
न रही आब जो बाक़ी तो है गौहर पत्थर
aabru shart hai insan ke liye duniya mein
na rahi aab jo baaqi to hai gauhar patthar
سوداؔ ہوئے جب عاشق کیا پاس آبرو کا
سنتا ہے اے دیوانے جب دل دیا تو پھر کیا
'सودा' हुए जब आशिक़ क्या पास आबरू का
सुनता है ऐ दिवाने जब दिल दिया तो फिर क्या
sauda hue jab aashiq kya paas aabru ka
sunta hai ai divane jab dil diya to phir kya
عمر بھر سنگ زنی کرتے رہے اہل وطن
یہ الگ بات کہ دفنائیں گے اعزاز کے ساتھ
उम्र भर संग-ज़नी करते रहे अहल-ए-वतन
ये अलग बात कि दफ़नाएँगे एज़ाज़ के साथ
umr bhar sang-zani karte rahe ahl-e-watan
ye alag baat ki dafnayenge aezaz ke saath
سرسبز رکھیو کشت کو اے چشم تو مری
تیری ہی آب سے ہے بس اب آبرو مری
सरसब्ज़ रखियो किश्त को ऐ चश्म तू मिरी
तेरी ही आब से है बस अब आबरू मिरी
sarsabz rakhiyo kisht ko ai chashm tu miri
teri hi aab se hai bas ab aabroo miri
اپنی غیرت کا سمندر ابھی سوکھا تو نہیں
بوند بھر ہی سہی آنکھوں میں ابھی پانی ہے
अपनी ग़ैरत का समुन्दर अभी सूखा तो नहीं
बूंद भर ही सही आंखों में अभी पानी है
Apni ghairat ka samundar abhi sukha to nahin
Bund bhar hi sahi aankhon mein abhi pani hai
Aur Shayari Padhein →
SUKHAN
اردو
हिंदी
Roman

DIWAN E SUKHAN

"Har ek baat pe kehte ho..."
Urdu Hindi Roman
Ghazalein
Full Ghazals
Ash'aar
Couplets Feed
Nazmein
Story in Verse
Bayaaz
My Diary
Takhleeq
Create & Submit Poetry
View All
View All
Blog e Sukhan

Adab aur Dastan: Shayaron ki Mehfil

Urdu adab ke sunehre daur ki kahaniyan, azeem shayaron ke posheeda qisse, aur unki zindagiyon ke naye pehlu ek hi jagah.

Mazameen Padhein
Ishtehaar

Aapka Brand Yahan!

Diwan E Sukhan ke hazaron padhne walon tak apna paigham pohnchayein. Yeh khaas jagah premium brands aur karobar ke liye banayi gayi hai.
(TAP TO LEARN MORE!)

Ad by Fiza Perfumes Ishtehaar Ke Liye Rabta Karein
Sponsored Space
Message