Hosh

Poetry Collection

ہوش جاتا نہیں رہا لیکن
جب وہ آتا ہے تب نہیں آتا
होश जाता नहीं रहा लेकिन
जब वो आता है तब नहीं आता
hosh jaata nahin raha lekin
jab vo aata hai tab nahin aata
مجھے اب ہوش آتا جا رہا ہے
خدا تیری خدائی جا رہی ہے
मुझे अब होश आता जा रहा है
ख़ुदा तेरी ख़ुदाई जा रही है
mujhe ab hosh aata ja raha hai
khuda teri khudai ja rahi hai
ہوش و حواس و تاب و تواں داغؔ جا چکے
اب ہم بھی جانے والے ہیں سامان تو گیا
होश ओ हवास ओ ताब ओ तवाँ 'दाग़' जा चुके
अब हम भी जाने वाले हैं सामान तो गया
hosh o havas o taab o tavan dagh ja chuke
ab ham bhi jaane vaale hain saman to gaya
مجھ کو تو ہوش نہیں تم کو خبر ہو شاید
لوگ کہتے ہیں کہ تم نے مجھے برباد کیا
मुझ को तो होश नहीं तुम को ख़बर हो शायद
लोग कहते हैं कि तुम ने मुझे बर्बाद किया
mujh ko to hosh nahin tum ko khabar ho shayad
log kahte hain ki tum ne mujhe barbad kiya
نہ تمہیں ہوش رہے اور نہ مجھے ہوش رہے
اس قدر ٹوٹ کے چاہو مجھے پاگل کر دو
न तुम्हें होश रहे और न मुझे होश रहे
इस क़दर टूट के चाहो मुझे पागल कर दो
na tumhein hosh rahe aur na mujhe hosh rahe
is qadar TuuT ke chaho mujhe pagal kar do
Aur Shayari Padhein →
SUKHAN
اردو
हिंदी
Roman

DIWAN E SUKHAN

"Har ek baat pe kehte ho..."
Urdu Hindi Roman
Ghazalein
Full Ghazals
Ash'aar
Couplets Feed
Nazmein
Story in Verse
Bayaaz
My Diary
Takhleeq
Create & Submit Poetry
View All
View All
Blog e Sukhan

Adab aur Dastan: Shayaron ki Mehfil

Urdu adab ke sunehre daur ki kahaniyan, azeem shayaron ke posheeda qisse, aur unki zindagiyon ke naye pehlu ek hi jagah.

Mazameen Padhein
Ishtehaar

Aapka Brand Yahan!

Diwan E Sukhan ke hazaron padhne walon tak apna paigham pohnchayein. Yeh khaas jagah premium brands aur karobar ke liye banayi gayi hai.
(TAP TO LEARN MORE!)

Ad by Fiza Perfumes Ishtehaar Ke Liye Rabta Karein
Sponsored Space
Message