DIWAN E SUKHAN
Explore more on Diwan E Sukhan

Humor

Poetry Collection

Ash'aar

Momin Khan Momin
shab jo masjid mein ja phanse momin raat kaaTi khuda khuda kar ke...
Akbar Allahabadi
rahta hai ibadat mein hamein maut ka khaTka ham yaad-e-khuda karte hain, kar le na khuda yaad...
Rahat Indori
tujh se milne ki tamanna bhi bahut hai lekin aane jaane mein kiraya bhi bahut lagta hai...
Ahmad Mushtaq
main ne kaha ki dekh ye main ye hawa ye raat us ne kaha ki meri padhai ka waqt hai...
Khumar Barabankavi
hairat hai tum ko dekh ke masjid mein ai 'khumar' kya baat ho gayi jo khuda yaad aa gaya...
Mohammad Alvi
thodi sardi zara sa nazla hai shaeri ka mizaj patla hai...
Mohammad Alvi
maut na aayi to 'alvi' chhutti mein ghar jaayenge...
Mohammad Alvi
ghazal kahi hai koi bhaang to nahin pi hai mushaire mein tarannum se kyun sunaun main...
Mohammad Alvi
bina murghe ke par jhatakti hain murghiyan dar-ba-dar bhatakti hain...
Nazeer Akbarabadi
kal 'nazeer' us ne jo poochha ba-zaban-e-punjab neh vich meandi a ki haal-e-tusada ve miyan...
Explore more on Diwan E Sukhan