Imagination

Poetry Collection

پھر نظر میں پھول مہکے دل میں پھر شمعیں جلیں
پھر تصور نے لیا اس بزم میں جانے کا نام
फिर नज़र में फूल महके दिल में फिर शम्एं जलीं
फिर तसव्वुर ने लिया उस बज़्म में जाने का नाम
phir nazar mein phuul mahke dil mein phir shamen jalin
phir tasavvur ne liya us bazm mein jaane ka naam
خیال جس کا تھا مجھے خیال میں ملا مجھے
سوال کا جواب بھی سوال میں ملا مجھے
ख़याल जिस का था मुझे ख़याल में मिला मुझे
सवाल का जवाब भी सवाल में मिला मुझे
khayal jis ka tha mujhe khayal mein mila mujhe
saval ka javab bhi saval mein mila mujhe
تباہ ہو کے حقائق کے کھردرے پن سے
تصورات کی تعمیر کر رہا ہوں میں
तबाह हो के हक़ायक़ के खुरदुरे-पन से
तसव्वुरात की ता'मीर कर रहा हूँ मैं
tabah ho ke haqayeq ke khurdure-pan se
tasawwurat ki tameer kar raha hoon main
اک رات چاندنی مرے بستر پہ آئی تھی
میں نے تراش کر ترا چہرہ بنا دیا
इक रात चाँदनी मिरे बिस्तर पे आई थी
मैं ने तराश कर तिरा चेहरा बना दिया
ik raat chandni mire bistar pe aayi thi
main ne tarash kar tira chehra bana diya
ہائے وہ لوگ جو دیکھے بھی نہیں
یاد آئیں تو رلا دیتے ہیں
हाए वो लोग जो देखे भी नहीं
याद आएँ तो रुला देते हैं
haaye wo log jo dekhe bhi nahin
yaad aayen to rula dete hain
Aur Shayari Padhein →
SUKHAN
اردو
हिंदी
Roman

DIWAN E SUKHAN

"Har ek baat pe kehte ho..."
Urdu Hindi Roman
Ghazalein
Full Ghazals
Ash'aar
Couplets Feed
Nazmein
Story in Verse
Bayaaz
My Diary
Takhleeq
Create & Submit Poetry
View All
View All
Blog e Sukhan

Adab aur Dastan: Shayaron ki Mehfil

Urdu adab ke sunehre daur ki kahaniyan, azeem shayaron ke posheeda qisse, aur unki zindagiyon ke naye pehlu ek hi jagah.

Mazameen Padhein
Ishtehaar

Aapka Brand Yahan!

Diwan E Sukhan ke hazaron padhne walon tak apna paigham pohnchayein. Yeh khaas jagah premium brands aur karobar ke liye banayi gayi hai.
(TAP TO LEARN MORE!)

Ad by Fiza Perfumes Ishtehaar Ke Liye Rabta Karein
Sponsored Space
Message