DIWAN E SUKHAN
Explore more on Diwan E Sukhan
Islamic poetry urdu
Poetry Collection
Ash'aar
Allama Iqbal
sabaq mila hai ye meraj-e-mustafa se mujhe ki aalam-e-bashariyat ki zad mein hai gardun...
Momin Khan Momin
rah ke masjid mein kya hi ghabraya raat kaaTi khuda khuda kar ke...
Dagh Dehlvi
hua hai chaar sajdon par ye dava zahido tum ko khuda ne kya tumhaare haath jannat bech Daali hai...
Akbar Allahabadi
rahta hai ibadat mein hamein maut ka khaTka ham yaad-e-khuda karte hain, kar le na khuda yaad...
Josh Malihabadi
mila jo mauqa to rok dunga jalal roz-e-hisab tera paDhunga rahmat ka vo qasida ki hans paDega azaab tera...
Jigar Moradabadi
hun khata-kar siyahkar gunahgar magar kis ko bakhshe tiri rahmat jo gunahgar na ho...
Munawwar Rana
phir karbala ke baad dikhai nahin diya aisa koi bhi shakhs ki pyasa kahen jise...
Mohsin Naqvi
ye kis ne ham se lahu ka khiraj phir manga abhi to soe the maqtal ko surkh-ru kar ke...
Shahryar
husain-ibn-e-ali karbala ko jaate hain magar ye log abhi tak gharon ke andar hain...
Muneer Niyazi
zaval-e-asr hai kufe mein aur gadagar hain khula nahin koi dar baab-e-iltija ke siva...
Explore more on Diwan E Sukhan