DIWAN E SUKHAN
Explore more on Diwan E Sukhan

Justice

Poetry Collection

Ash'aar

Ahmad Faraz
munsif ho agar tum to kab insaf karoge mujrim hain agar ham to saza kyun nahin dete...
Parveen Shakir
zulm sahna bhi to zalim ki himayat Thahra khamushi bhi to hui pusht-panahi ki tarah...
Mohammad Rafi Sauda
ye to nahin kahta hun ki sach-much karo insaf jhuTi bhi tasalli ho to jiita hi rahun main...
Sudarshan Faakir
Mera qaatil hi mera munsif hai Kya mire haq mein faisla dega...
Abdul Hamid Adam
ham ko shahon ki adalat se tawaqqo to nahin aap kahte hain to zanjeer hila dete hain...
Abdul Hamid Adam
hujum-e-hashr mein kholoonga adl ka daftar abhi to faisle tahrir kar raha hoon main...
Nazeer Akbarabadi
tha irada tiri fariyaad karein hakim se wo bhi ai shokh tira chahne wala nikla...
Explore more on Diwan E Sukhan