Khuddari

Poetry Collection

ہم اپنی دھرتی سے اپنی ہر سمت خود تلاشیں
ہماری خاطر کوئی ستارہ نہیں چلے گا
हम अपनी धरती से अपनी हर सम्त ख़ुद तलाशें
हमारी ख़ातिर कोई सितारा नहीं चलेगा
ham apni dharti se apni har samt khud talashen
hamari khatir koi sitara nahin chalega
کسی رئیس کی محفل کا ذکر ہی کیا ہے
خدا کے گھر بھی نہ جائیں گے بن بلائے ہوئے
किसी रईस की महफ़िल का ज़िक्र ही क्या है
ख़ुदा के घर भी न जाएँगे बिन बुलाए हुए
kisi rais ki mahfil ka zikr hi kya hai
khuda ke ghar bhi na jaenge bin bulae hue
اذن خرام لیتے ہوئے آسماں سے ہم
ہٹ کر چلے ہیں رہگزر کارواں سے ہم
इज़््न-ए-ख़िराम लेते हुए आसमाँ से हम
हट कर चले हैं रहगुज़र-ए-कारवाँ से हम
izn-e-khiram lete hue aasman se ham
haT kar chale hain rahguzar-e-karvan se ham
ہاتھ سے کھو نہ بیٹھنا اس کو
اتنی خداریاں نہیں اچھی
हाथ से खो न बैठना उस को
इतनी ख़ुद्दारियाँ नहीं अच्छी
haath se kho na baithna us ko
itni khuddariyan nahin achchhi
مجھ سے خوددار سے ہوگی نہ غلامی تیری
کام کردار کو پاپوش بنا دیتا ہے
मुझ से ख़ुद्दार से होगी न ग़ुलामी तेरी
काम किरदार को पापोश बना देता है
mujh se khuddar se hogi na ghulami teri
kaam kirdar ko paposh bana deta hai
Aur Shayari Padhein →
SUKHAN
اردو
हिंदी
Roman

DIWAN E SUKHAN

"Har ek baat pe kehte ho..."
Urdu Hindi Roman
Ghazalein
Full Ghazals
Ash'aar
Couplets Feed
Nazmein
Story in Verse
Bayaaz
My Diary
Takhleeq
Create & Submit Poetry
View All
View All
Blog e Sukhan

Adab aur Dastan: Shayaron ki Mehfil

Urdu adab ke sunehre daur ki kahaniyan, azeem shayaron ke posheeda qisse, aur unki zindagiyon ke naye pehlu ek hi jagah.

Mazameen Padhein
Ishtehaar

Aapka Brand Yahan!

Diwan E Sukhan ke hazaron padhne walon tak apna paigham pohnchayein. Yeh khaas jagah premium brands aur karobar ke liye banayi gayi hai.
(TAP TO LEARN MORE!)

Ad by Fiza Perfumes Ishtehaar Ke Liye Rabta Karein
Sponsored Space
Message