Khushbu

Poetry Collection

آج بہت دن بعد میں اپنے کمرے تک آ نکلا تھا
جوں ہی دروازہ کھولا ہے اس کی خوشبو آئی ہے
आज बहुत दिन बा'द मैं अपने कमरे तक आ निकला था
ज्यों ही दरवाज़ा खोला है उस की ख़ुश्बू आई है
aaj bahut din baad main apne kamre tak aa nikla tha
jun hi darvaza khola hai us ki khushbu aai hai
وہ تو خوشبو ہے ہواؤں میں بکھر جائے گا
مسئلہ پھول کا ہے پھول کدھر جائے گا
वो तो ख़ुश्बू है हवाओं में बिखर जाएगा
मसअला फूल का है फूल किधर जाएगा
vo to khush-bu hai havaon mein bikhar jaega
masala phuul ka hai phuul kidhar jaega
میری تو پور پور میں خوشبو سی بس گئی
اس پر تیرا خیال ہے اور چاند رات ہے
मेरी तो पोर पोर में ख़ुशबू सी बस गई
उस पर तिरा ख़याल है और चाँद-रात है
meri to por por mein khushbu si bas gai
us par tira khayal hai aur chaand-raat hai
دام خوشبو میں گرفتار صبا ہے کب سے
لفظ اظہار کی الجھن میں پڑا ہے کب سے
दाम-ए-ख़ुश्बू में गिरफ़्तार सबा है कब से
लफ़्ज़ इज़हार की उलझन में पड़ा है कब से
daam-e-khushbu mein giraftar saba hai kab se
lafz izhar ki uljhan mein paDa hai kab se
اک ملاقات کا جادو کہ اترتا ہی نہیں
تری خوشبو مری چادر سے نہیں جاتی ہے
इक मुलाक़ात का जादू कि उतरता ही नहीं
तिरी ख़ुश्बू मिरी चादर से नहीं जाती है
ik mulaqat ka jaadu ki utarta hi nahin
tiri khushbu miri chadar se nahin jaati hai
Aur Shayari Padhein →
SUKHAN
اردو
हिंदी
Roman

DIWAN E SUKHAN

"Har ek baat pe kehte ho..."
Urdu Hindi Roman
Ghazalein
Full Ghazals
Ash'aar
Couplets Feed
Nazmein
Story in Verse
Bayaaz
My Diary
Takhleeq
Create & Submit Poetry
View All
View All
Blog e Sukhan

Adab aur Dastan: Shayaron ki Mehfil

Urdu adab ke sunehre daur ki kahaniyan, azeem shayaron ke posheeda qisse, aur unki zindagiyon ke naye pehlu ek hi jagah.

Mazameen Padhein
Ishtehaar

Aapka Brand Yahan!

Diwan E Sukhan ke hazaron padhne walon tak apna paigham pohnchayein. Yeh khaas jagah premium brands aur karobar ke liye banayi gayi hai.
(TAP TO LEARN MORE!)

Ad by Fiza Perfumes Ishtehaar Ke Liye Rabta Karein
Sponsored Space
Message