Killer eyes

Poetry Collection

تیغ بازی کا شوق اپنی جگہ
آپ تو قتل عام کر رہے ہیں
तेग़-बाज़ी का शौक़ अपनी जगह
आप तो क़त्ल-ए-आम कर रहे हैं
tegh-bazi ka shauq apni jagah
aap to qatl-e-aam kar rahe hain
ایمان کی تو یہ ہے کہ ایمان اب کہاں
کافر بنا گئی تری کافر نظر مجھے
ईमान की तो ये है कि ईमान अब कहाँ
काफ़िर बना गई तिरी काफ़िर-नज़र मुझे
iman ki to ye hai ki iman ab kahan
kafir bana gai tiri kafir-nazar mujhe
کچھ تمہاری نگاہ کافر تھی
کچھ مجھے بھی خراب ہونا تھا
कुछ तुम्हारी निगाह काफ़िर थी
कुछ मुझे भी ख़राब होना था
kuchh tumhaari nigah kafir thi
kuchh mujhe bhi kharab hona tha
ڈورے نہیں ہیں سرخ تری چشم مست میں
شاید چڑھا ہے خون کسی بے گناہ کا
डोरे नहीं हैं सुर्ख़ तिरी चश्म-ए-मस्त में
शायद चढ़ा है ख़ून किसी बे-गुनाह का
Dore nahin hain surkh tiri chashm-e-mast mein
shayad chaDha hai khuun kisi be-gunah ka
زلفوں میں تو سدا سے یہ کج ادائیاں ہیں
آنکھوں نے پر یہ اور ہی آنکھیں دکھائیاں ہیں
ज़ुल्फ़ों में तो सदा से ये कज-अदाइयाँ हैं
आँखों ने पर ये और ही आँखें दिखाइयाँ हैं
zulfon mein to sada se ye kaj-adaiyan hain
aankhon ne par ye aur hi aankhen dikhaiyan hain
Aur Shayari Padhein →
SUKHAN
اردو
हिंदी
Roman

DIWAN E SUKHAN

"Har ek baat pe kehte ho..."
Urdu Hindi Roman
Ghazalein
Full Ghazals
Ash'aar
Couplets Feed
Nazmein
Story in Verse
Bayaaz
My Diary
Takhleeq
Create & Submit Poetry
View All
View All
Blog e Sukhan

Adab aur Dastan: Shayaron ki Mehfil

Urdu adab ke sunehre daur ki kahaniyan, azeem shayaron ke posheeda qisse, aur unki zindagiyon ke naye pehlu ek hi jagah.

Mazameen Padhein
Ishtehaar

Aapka Brand Yahan!

Diwan E Sukhan ke hazaron padhne walon tak apna paigham pohnchayein. Yeh khaas jagah premium brands aur karobar ke liye banayi gayi hai.
(TAP TO LEARN MORE!)

Ad by Fiza Perfumes Ishtehaar Ke Liye Rabta Karein
Sponsored Space
Message