Laughter

Poetry Collection

چھت سے کچھ قہقہے ابھی تک
جالوں کی طرح لٹک رہے ہیں
छत से कुछ क़हक़हे अभी तक
जालों की तरह लटक रहे हैं
chhat se kuchh qahqahe abhi tak
jaalon ki tarah latak rahe hain
اس سے بچھڑتے وقت میں رویا تھا خوب سا
یہ بات یاد آئی تو پہروں ہنسا کیا
उस से बिछड़ते वक़्त मैं रोया था ख़ूब-सा
ये बात याद आई तो पहरों हँसा किया
us se bichhadte waqt main roya tha khoob-sa
ye baat yaad aayi to pahron hansa kiya
کہتے ہیں اہل ہوش جب افسانہ آپ کا
ہنستا ہے دیکھ دیکھ کے دیوانہ آپ کا
कहते हैं अहल-ए-होश जब अफ़्साना आप का
हँसता है देख देख के दीवाना आप का
kahte hain ahl-e-hosh jab afsana aap ka
hansta hai dekh dekh ke deewana aap ka
گر خندہ یاد آئے تو سینے کو چاک کر
گر غمزہ یاد آئے تو زخم سناں اٹھا
गर ख़ंदा याद आए तो सीने को चाक कर
गर ग़म्ज़ा याद आए तो ज़ख़्म-ए-सिनाँ उठा
gar khanda yaad aaye to seene ko chaak kar
gar ghamza yaad aaye to zakhm-e-sinan utha
میں پھوٹ پھوٹ کے روئی مگر مرے اندر
بکھیرتا رہا بے ربط قہقہے کوئی
मैं फूट फूट के रोई मगर मिरे अंदर
बिखेरता रहा बे-रब्त क़हक़हे कोई
main phoot phoot ke royi magar mire andar
bikherta raha be-rabt qahqahe koi
Aur Shayari Padhein →
SUKHAN
اردو
हिंदी
Roman

DIWAN E SUKHAN

"Har ek baat pe kehte ho..."
Urdu Hindi Roman
Ghazalein
Full Ghazals
Ash'aar
Couplets Feed
Nazmein
Story in Verse
Bayaaz
My Diary
Takhleeq
Create & Submit Poetry
View All
View All
Blog e Sukhan

Adab aur Dastan: Shayaron ki Mehfil

Urdu adab ke sunehre daur ki kahaniyan, azeem shayaron ke posheeda qisse, aur unki zindagiyon ke naye pehlu ek hi jagah.

Mazameen Padhein
Ishtehaar

Aapka Brand Yahan!

Diwan E Sukhan ke hazaron padhne walon tak apna paigham pohnchayein. Yeh khaas jagah premium brands aur karobar ke liye banayi gayi hai.
(TAP TO LEARN MORE!)

Ad by Fiza Perfumes Ishtehaar Ke Liye Rabta Karein
Sponsored Space
Message