DIWAN E SUKHAN
Explore more on Diwan E Sukhan
Legacy
Poetry Collection
Ash'aar
Meer Taqi Meer
baare duniya mein raho gham-zada ya shaad raho aisa kuchh kar ke chalo yaan ki bahut yaad raho...
Firaq Gorakhpuri
aane vali naslen tum par fakhr karengi ham-asro jab bhi un ko dhyan aaega tum ne firaq ko dekha hai...
Dagh Dehlvi
hazrat-e-dagh jahan baiTh gae baiTh gae aur honge tiri mahfil se ubharne vaale...
Amjad Islam Amjad
shahr-e-sukhan mein aisa kuchh kar izzat ban jaae sab kuchh miTTi ho jaata hai izzat rahti hai...
Nadim Nadeem
Badalte mausamon ka haath thame chalne walo Sukun pahunchayegi tum ko shajar-kari hamari...
Ahmad Nadeem Qasmi
zindagi shama ki manind jalata hoon 'nadeem' bujh to jaunga magar subah to kar jaunga...
Irfan Siddiqi
khuda kare saf-e-sardadgan na ho khaali jo main girun to koi doosra nikal aaye...
Mohammad Alvi
ab na 'ghalib' se shikayat hai na shikwa 'meer' ka ban gaya main bhi nishana rekhta ke teer ka...
Explore more on Diwan E Sukhan