DIWAN E SUKHAN
Explore more on Diwan E Sukhan
Life advice
Poetry Collection
Ash'aar
Meer Taqi Meer
baare duniya mein raho gham-zada ya shaad raho aisa kuchh kar ke chalo yaan ki bahut yaad raho...
Amjad Islam Amjad
kahan aa ke rukne the raaste kahan moD tha use bhuul ja vo jo mil gaya use yaad rakh jo nahin mila use bhuul ja...
Waseem Barelvi
kisi se koi bhi ummid rakhna chhoD kar dekho to ye rishta nibhana kis qadar aasan ho jaae...
Waseem Barelvi
kaun si baat kahan kaise kahi jaati hai ye saliqa ho to har baat suni jaati hai...
Shaikh Ibrahim Zauq
ai 'zauq' takalluf mein hai taklif sarasar aaram mein hai vo jo takalluf nahin karta...
Explore more on Diwan E Sukhan