Lost in love

Poetry Collection

بے خودی لے گئی کہاں ہم کو
دیر سے انتظار ہے اپنا
बे-ख़ुदी ले गई कहाँ हम को
देर से इंतज़ार है अपना
be-khudi le gai kahan ham ko
der se intizar hai apna
نہ غرض کسی سے نہ واسطہ مجھے کام اپنے ہی کام سے
ترے ذکر سے تری فکر سے تری یاد سے ترے نام سے
न ग़रज़ किसी से न वास्ता मुझे काम अपने ही काम से
तिरे ज़िक्र से तिरी फ़िक्र से तिरी याद से तिरे नाम से
na gharaz kisi se na vasta mujhe kaam apne hi kaam se
tire zikr se tiri fikr se tiri yaad se tire naam se
راہ کے طالب ہیں پر بے راہ پڑتے ہیں قدم
دیکھیے کیا ڈھونڈتے ہیں اور کیا پاتے ہیں ہم
राह के तालिब हैं पर बे-राह पड़ते हैं क़दम
देखिए क्या ढूँडते हैं और क्या पाते हैं हम
raah ke talib hain par be-raah paDte hain qadam
dekhiye kya dhunDhte hain aur kya paate hain ham
سیر بہار باغ سے ہم کو معاف کیجیے
اس کے خیال زلف سے دردؔ کسے فراغ ہے
सैर-ए-बहार-ए-बाग़ से हम को मुआफ़ कीजिए
उस के ख़याल-ए-ज़ुल्फ़ से 'दर्द' किसे फ़राग़ है
sair-e-bahaar-e-baagh se ham ko muaaf kijiye
us ke khayal-e-zulf se dard kise faragh hai
لیے پھرا جو مجھے در بدر زمانے میں
خیال تجھ کو دل بے قرار کس کا تھا
लिए फिरा जो मुझे दर-ब-दर ज़माने में
ख़याल तुझ को दिल-ए-बे-क़रार किस का था
liye phira jo mujhe dar-ba-dar zamane mein
khayal tujh ko dil-e-be-qarar kis ka tha
Aur Shayari Padhein →
SUKHAN
اردو
हिंदी
Roman

DIWAN E SUKHAN

"Har ek baat pe kehte ho..."
Urdu Hindi Roman
Ghazalein
Full Ghazals
Ash'aar
Couplets Feed
Nazmein
Story in Verse
Bayaaz
My Diary
Takhleeq
Create & Submit Poetry
View All
View All
Blog e Sukhan

Adab aur Dastan: Shayaron ki Mehfil

Urdu adab ke sunehre daur ki kahaniyan, azeem shayaron ke posheeda qisse, aur unki zindagiyon ke naye pehlu ek hi jagah.

Mazameen Padhein
Ishtehaar

Aapka Brand Yahan!

Diwan E Sukhan ke hazaron padhne walon tak apna paigham pohnchayein. Yeh khaas jagah premium brands aur karobar ke liye banayi gayi hai.
(TAP TO LEARN MORE!)

Ad by Fiza Perfumes Ishtehaar Ke Liye Rabta Karein
Sponsored Space
Message