Madness of love

Poetry Collection

بلبل کے کاروبار پہ ہیں خندہ ہائے گل
کہتے ہیں جس کو عشق خلل ہے دماغ کا
बुलबुल के कारोबार पे हैं ख़न्दा-हा-ए-गुल
कहते हैं जिस को इश्क़ ख़लल है दिमाग़ का
bulbul ke karobar pe hain khanda-ha-e-gul
kahte hain jis ko ishq khalal hai dimagh ka
نہ پوچھو مجھ سے لذت خانماں برباد رہنے کی
نشیمن سیکڑوں میں نے بنا کر پھونک ڈالے ہیں
न पूछो मुझ से लज़्ज़त ख़ानमाँ-बर्बाद रहने की
नशेमन सैकड़ों मैं ने बना कर फूँक डाले हैं
na puchho mujh se lazzat khanaman-barbad rahne ki
nasheman saikDon main ne bana kar phunk Daale hain
مومنؔ خدا کے واسطے ایسا مکاں نہ چھوڑ
دوزخ میں ڈال خلد کو کوئے بتاں نہ چھوڑ
'मोमिन' ख़ुदा के वास्ते ऐसा मकाँ न छोड़
दोज़ख़ में डाल ख़ुल्द को कू-ए-बुताँ न छोड़
momin khuda ke vaste aisa makan na chhoD
dozakh mein Daal khuld ko ku-e-butan na chhoD
بے تعلق ترے آگے سے گزر جاتا ہے
یہ بھی اک حسن طلب ہے ترے دیوانے کا
बे-तअल्लुक़ तिरे आगे से गुज़र जाता है
ये भी इक हुस्न-ए-तलब है तिरे दीवाने का
be-taalluq tire aage se guzar jaata hai
ye bhi ik husn-e-talab hai tire divane ka
وہ بے نقاب سامنے آئیں بھی اب تو کیا
دیوانگی کو ہوش کی فرصت نہیں رہی
वो बे-नक़ाब सामने आएँ भी अब तो क्या
दीवानगी को होश की फ़ुर्सत नहीं रही
vo be-naqab samne aaen bhi ab to kya
divangi ko hosh ki fursat nahin rahi
Aur Shayari Padhein →
SUKHAN
اردو
हिंदी
Roman

DIWAN E SUKHAN

"Har ek baat pe kehte ho..."
Urdu Hindi Roman
Ghazalein
Full Ghazals
Ash'aar
Couplets Feed
Nazmein
Story in Verse
Bayaaz
My Diary
Takhleeq
Create & Submit Poetry
View All
View All
Blog e Sukhan

Adab aur Dastan: Shayaron ki Mehfil

Urdu adab ke sunehre daur ki kahaniyan, azeem shayaron ke posheeda qisse, aur unki zindagiyon ke naye pehlu ek hi jagah.

Mazameen Padhein
Ishtehaar

Aapka Brand Yahan!

Diwan E Sukhan ke hazaron padhne walon tak apna paigham pohnchayein. Yeh khaas jagah premium brands aur karobar ke liye banayi gayi hai.
(TAP TO LEARN MORE!)

Ad by Fiza Perfumes Ishtehaar Ke Liye Rabta Karein
Sponsored Space
Message