DIWAN E SUKHAN
Explore more on Diwan E Sukhan

Mausam

Poetry Collection

Ash'aar

Ahmad Faraz
yunhi mausam ki ada dekh ke yaad aaya hai kis qadar jald badal jaate hain insan jaanan...
Parveen Shakir
kuchh to tire mausam hi mujhe raas kam aae aur kuchh miri miTTi mein baghavat bhi bahut thi...
Wasi Shah
har ek mausam mein raushni si bikherte hain tumhare gham ke charagh meri udasiyon mein...
Rahat Indori
main aakhir kaun sa mausam tumhare naam kar deta yahan har ek mausam ko guzar jaane ki jaldi thi...
Nida Fazli
bikhri zulfon ne sikhai mausamon ko shairi jhukti aankhon ne bataya mai-kashi kya chiiz hai...
Mohsin Naqvi
mausam-e-zard mein ek dil ko bachaun kaise aisi rut mein to ghane peD bhi jhaD jaate hain...
Mohammad Alvi
sardi mein din sard mila har mausam bedard mila...
Explore more on Diwan E Sukhan