Mourning

Poetry Collection

کہیں ہے عید کی شادی کہیں ماتم ہے مقتل میں
کوئی قاتل سے ملتا ہے کوئی بسمل سے ملتا ہے
कहीं है ईद की शादी कहीं मातम है मक़्तल में
कोई क़ातिल से मिलता है कोई बिस्मिल से मिलता है
kahin hai id ki shadi kahin matam hai maqtal mein
koi qatil se milta hai koi bismil se milta hai
تنہا تیرے ماتم میں نہیں شام سیہ پوش
رہتا ہے سدا چاک گریبان سحر بھی
तन्हा तिरे मातम में नहीं शाम-ए-सियह-पोश
रहता है सदा चाक गरेबान-ए-सहर भी
tanha tire maatam mein nahin shaam-e-siyah-posh
rahta hai sada chaak garebaan-e-sahar bhi
اے پرندو یاد کرتی ہے تمہیں پاگل ہوا
روز اک نوحہ سر شاخ شجر سنتا ہوں میں
ऐ परिंदो याद करती है तुम्हें पागल हवा
रोज़ इक नौहा सर-ए-शाख़-ए-शजर सुनता हूँ मैं
ai parindo yaad karti hai tumhein pagal hawa
roz ik nauha sar-e-shakh shajar sunta hoon main
بین کرتی ہوئی سمتوں سے نہ ڈرنا بانی
ایسی آوازیں تو اس راہ میں عام آئیں گی
बैन करती हुई सम्तों से न डरना 'बानी'
ऐसी आवाज़ें तो इस राह में आम आएँगी
bain karti hui samton se na darna bani
aisi aawazein to is raah mein aam aayengi
ایک ایک کر کے لوگ بچھڑتے چلے گئے
یہ کیا ہوا کہ وقفۂ ماتم نہیں ملا
एक एक कर के लोग बिछड़ते चले गए
ये क्या हुआ कि वक़्फ़ा-ए-मातम नहीं मिला
ek ek kar ke log bichhadte chale gaye
ye kya hua ki waqfa-e-matam nahin mila
Aur Shayari Padhein →
SUKHAN
اردو
हिंदी
Roman

DIWAN E SUKHAN

"Har ek baat pe kehte ho..."
Urdu Hindi Roman
Ghazalein
Full Ghazals
Ash'aar
Couplets Feed
Nazmein
Story in Verse
Bayaaz
My Diary
Takhleeq
Create & Submit Poetry
View All
View All
Blog e Sukhan

Adab aur Dastan: Shayaron ki Mehfil

Urdu adab ke sunehre daur ki kahaniyan, azeem shayaron ke posheeda qisse, aur unki zindagiyon ke naye pehlu ek hi jagah.

Mazameen Padhein
Ishtehaar

Aapka Brand Yahan!

Diwan E Sukhan ke hazaron padhne walon tak apna paigham pohnchayein. Yeh khaas jagah premium brands aur karobar ke liye banayi gayi hai.
(TAP TO LEARN MORE!)

Ad by Fiza Perfumes Ishtehaar Ke Liye Rabta Karein
Sponsored Space
Message