Muskurahat

Poetry Collection

گزر رہا ہے ادھر سے تو مسکراتا جا
چراغ مجلس روحانیان جلاتا جا
गुज़र रहा है इधर से तो मुस्कुराता जा
चराग़-ए-मजलिस-ए-रूहानियाँ जलाता जा
guzar raha hai idhar se to muskurata ja
charagh-e-majlis-e-ruhaniyan jalata ja
تم اتنا جو مسکرا رہے ہو
کیا غم ہے جس کو چھپا رہے ہو
तुम इतना जो मुस्कुरा रहे हो
क्या ग़म है जिस को छुपा रहे हो
tum itna jo muskura rahe ho
kya gham hai jis ko chhupa rahe ho
نہیں عتاب زمانہ خطاب کے قابل
ترا جواب یہی ہے کہ مسکرائے جا
नहीं इताब-ए-ज़माना ख़िताब के क़ाबिल
तिरा जवाब यही है कि मुस्कुराए जा
nahin itab-e-zamana khitab ke qabil
tira javab yahi hai ki muskurae ja
مسکراہٹ ہے حسن کا زیور
مسکرانا نہ بھول جایا کرو
मुस्कुराहट है हुस्न का ज़ेवर
मुस्कुराना न भूल जाया करो
muskurahat hai husn ka zevar
muskurana na bhool jaya karo
جیسے پو پھٹ رہی ہو جنگل میں
یوں کوئی مسکرائے جاتا ہے
जैसे पौ फट रही हो जंगल में
यूँ कोई मुस्कुराए जाता है
jaise pau phat rahi ho jangal mein
yun koi muskuraye jaata hai
Aur Shayari Padhein →
SUKHAN
اردو
हिंदी
Roman

DIWAN E SUKHAN

"Har ek baat pe kehte ho..."
Urdu Hindi Roman
Ghazalein
Full Ghazals
Ash'aar
Couplets Feed
Nazmein
Story in Verse
Bayaaz
My Diary
Takhleeq
Create & Submit Poetry
View All
View All
Blog e Sukhan

Adab aur Dastan: Shayaron ki Mehfil

Urdu adab ke sunehre daur ki kahaniyan, azeem shayaron ke posheeda qisse, aur unki zindagiyon ke naye pehlu ek hi jagah.

Mazameen Padhein
Ishtehaar

Aapka Brand Yahan!

Diwan E Sukhan ke hazaron padhne walon tak apna paigham pohnchayein. Yeh khaas jagah premium brands aur karobar ke liye banayi gayi hai.
(TAP TO LEARN MORE!)

Ad by Fiza Perfumes Ishtehaar Ke Liye Rabta Karein
Sponsored Space
Message