DIWAN E SUKHAN
Explore more on Diwan E Sukhan

Night poetry

Poetry Collection

Ash'aar

Parveen Shakir
raat ke shayad ek baje hain sota hoga mera chaand...
Rahat Indori
roz taron ko numaish mein khalal paDta hai chaand pagal hai andhere mein nikal paDta hai...
Qateel Shifai
hamein bhi niind aa jaegi ham bhi so hi jaenge abhi kuchh be-qarari hai sitaro tum to so jao...
Nasir Kazmi
so gae log us haveli ke ek khiDki magar khuli hai abhi...
Ibn-e-Insha
kaTne lagin raaten aankhon mein dekha nahin palkon par aksar ya sham-e-ghariban ka jugnu ya subh ka taara hota hai...
Jan Nisar Akhtar
sau chaand bhi chamkenge to kya baat banegi tum aae to is raat ki auqat banegi...

Ghazalein

Explore more on Diwan E Sukhan