Paradise

Poetry Collection

باغ بہشت سے مجھے حکم سفر دیا تھا کیوں
کار جہاں دراز ہے اب مرا انتظار کر
बाग़-ए-बहिश्त से मुझे हुक्म-ए-सफ़र दिया था क्यूँ
कार-ए-जहाँ दराज़ है अब मिरा इंतिज़ार कर
baagh-e-bahisht se mujhe hukm-e-safar diya tha kyun
kar-e-jahan daraz hai ab mira intizar kar
مرے خدا نے کیا تھا مجھے اسیر بہشت
مرے گناہ نے رہائی مجھے دلائی ہے
मिरे ख़ुदा ने किया था मुझे असीर-ए-बहिश्त
मिरे गुनाह ने रिहाई मुझे दिलाई है
mire khuda ne kiya tha mujhe aseer-e-bahisht
mire gunah ne rihai mujhe dilayi hai
کچھ ایسا کر کہ خلد آباد تک اے شاد جا پہنچیں
ابھی تک راہ میں وہ کر رہے ہیں انتظار اپنا
कुछ ऐसा कर कि ख़ुल्द-आबाद तक ऐ 'शाद' जा पहुँचें
अभी तक राह में वो कर रहे हैं इंतज़ार अपना
kuchh aisa kar ki khuld aabad tak ai shad ja pahunchean
abhi tak raah mein wo kar rahe hain intezar apna
نعمت خلد تھی بشر کے لیے
خاک چاٹی نظر گزر کے لیے
ने'मत-ए-ख़ुल्द थी बशर के लिए
ख़ाक चाटी नज़र गुज़र के लिए
neamat-e-khuld thi bashar ke liye
khaak chaati nazar guzar ke liye
مجھے چکھتے ہی کھو بیٹھا وہ جنت اپنے خوابوں کی
بہت ملتا ہوا تھا زندگی سے ذائقہ میرا
मुझे चखते ही खो बैठा वो जन्नत अपने ख़्वाबों की
बहुत मिलता हुआ था ज़िंदगी से ज़ाइक़ा मेरा
mujhe chakhte hi kho baitha wo jannat apne khwabon ki
bahut milta hua tha zindagi se zaiqa mera
Aur Shayari Padhein →
SUKHAN
اردو
हिंदी
Roman

DIWAN E SUKHAN

"Har ek baat pe kehte ho..."
Urdu Hindi Roman
Ghazalein
Full Ghazals
Ash'aar
Couplets Feed
Nazmein
Story in Verse
Bayaaz
My Diary
Takhleeq
Create & Submit Poetry
View All
View All
Blog e Sukhan

Adab aur Dastan: Shayaron ki Mehfil

Urdu adab ke sunehre daur ki kahaniyan, azeem shayaron ke posheeda qisse, aur unki zindagiyon ke naye pehlu ek hi jagah.

Mazameen Padhein
Ishtehaar

Aapka Brand Yahan!

Diwan E Sukhan ke hazaron padhne walon tak apna paigham pohnchayein. Yeh khaas jagah premium brands aur karobar ke liye banayi gayi hai.
(TAP TO LEARN MORE!)

Ad by Fiza Perfumes Ishtehaar Ke Liye Rabta Karein
Sponsored Space
Message