Passing time

Poetry Collection

دن کچھ ایسے گزارتا ہے کوئی
جیسے احساں اتارتا ہے کوئی
दिन कुछ ऐसे गुज़ारता है कोई
जैसे एहसाँ उतारता है कोई
din kuchh aise guzarta hai koi
jaise ehsan utarta hai koi
کوئی بات خواب و خیال کی جو کرو تو وقت کٹے گا اب
ہمیں موسموں کے مزاج پر کوئی اعتبار کہاں رہا
कोई बात ख़्वाब-ओ-ख़याल की जो करो तो वक़्त कटेगा अब
हमें मौसमों के मिज़ाज पर कोई ए'तिबार कहाँ रहा
koi baat khvab-o-khayal ki jo karo to vaqt kaTega ab
hamein mausamon ke mizaj par koi e'tibar kahan raha
مت پوچھ یہ کہ رات کٹی کیوں کے تجھ بغیر
اس گفتگو سے فائدہ پیارے گزر گئی
मत पूछ ये कि रात कटी क्यूँके तुझ बग़ैर
इस गुफ़्तुगू से फ़ائदा प्यारे गुज़र गई
mat puchh ye ki raat kaTi kyunke tujh baghair
is guftugu se faeda pyare guzar gai
منہدم ہوتا چلا جاتا ہے دل سال بہ سال
ایسا لگتا ہے گرہ اب کے برس ٹوٹتی ہے
मुनहदिम होता चला जाता है दिल साल-ब-साल
ऐसा लगता है गिरह अब के बरस टूटती है
munhadim hota chala jaata hai dil saal-ba-saal
aisa lagta hai girah ab ke baras TuuTti hai
ہم بھی منیرؔ اب دنیا داری کر کے وقت گزاریں گے
ہوتے ہوتے جینے کے بھی لاکھ بہانے آ جاتے ہیں
हम भी 'मुनीर' अब दुनिया-दारी कर के वक़्त गुज़ारेंगे
होते होते जीने के भी लाख बहाने आ जाते हैं
ham bhi muneer ab duniya-dari kar ke vaqt guzarenge
hote hote jiine ke bhi laakh bahane aa jaate hain
Aur Shayari Padhein →
SUKHAN
اردو
हिंदी
Roman

DIWAN E SUKHAN

"Har ek baat pe kehte ho..."
Urdu Hindi Roman
Ghazalein
Full Ghazals
Ash'aar
Couplets Feed
Nazmein
Story in Verse
Bayaaz
My Diary
Takhleeq
Create & Submit Poetry
View All
View All
Blog e Sukhan

Adab aur Dastan: Shayaron ki Mehfil

Urdu adab ke sunehre daur ki kahaniyan, azeem shayaron ke posheeda qisse, aur unki zindagiyon ke naye pehlu ek hi jagah.

Mazameen Padhein
Ishtehaar

Aapka Brand Yahan!

Diwan E Sukhan ke hazaron padhne walon tak apna paigham pohnchayein. Yeh khaas jagah premium brands aur karobar ke liye banayi gayi hai.
(TAP TO LEARN MORE!)

Ad by Fiza Perfumes Ishtehaar Ke Liye Rabta Karein
Sponsored Space
Message