DIWAN E SUKHAN
Explore more on Diwan E Sukhan
Power
Poetry Collection
Ash'aar
Rahat Indori
sitaro aao miri raah mein bikhar jaao ye mera hukm hai halanki kuchh nahin hun main...
Jawad Sheikh
Agar wo karne pe aata to kuchh bhi kar jaata Ye soch mat ki akela sharar kya karta...
Abdul Hamid Adam
kaun angdaai le raha hai 'adam' do jahan ladkhadaye jaate hain...
Ahmad Nadeem Qasmi
jakdi hui hai in mein miri saari kaenat go dekhne mein narm hai teri kalaiyan...
Yagana Changezi
ajab kya hai ham aise garm-raftaron ki thokar se zamane ke buland-o-past ka hamwar ho jaana...
Nazeer Akbarabadi
'nazeer' teri isharaton se ye baatein ghairon ki sun raha hai wagarna kis mein thi taab-o-taqat jo us se aa kar kalam karta...
Explore more on Diwan E Sukhan