DIWAN E SUKHAN
Explore more on Diwan E Sukhan
Prison
Poetry Collection
Ash'aar
Faiz Ahmad Faiz
ham ahl-e-qafas tanha bhi nahin har roz nasim-e-subh-e-vatan yaadon se moattar aati hai ashkon se munavvar jaati hai...
Meer Taqi Meer
zindan mein bhi shorish na gai apne junun ki ab sang mudava hai is aashufta-sari ka...
Saleem Kausar
tum to kahte the ki sab qaidi rihai paa gaye phir pas-e-deewar-e-zindan raat-bhar rota hai kaun...
Yagana Changezi
haath uljha hai gareban mein to ghabrao na 'yaas' bediyan kyunkar katin zindan ka dar kyunkar khula...
Nazeer Akbarabadi
deewangi meri ke tahayyur mein shab-o-roz hai halqa-e-zanjeer se zindan hama-tan-chashm...
Ismail Merathi
habs-e-davam to nahin duniya ki mar rahun kaahe ko ghar khayal karun rahguzar ko main...
Explore more on Diwan E Sukhan