Prisoners

Poetry Collection

ہوتی ہے شام آنکھ سے آنسو رواں ہوئے
یہ وقت قیدیوں کی رہائی کا وقت ہے
होती है शाम आँख से आँसू रवाँ हुए
ये वक़्त क़ैदियों की रिहाई का वक़्त है
hoti hai shaam aankh se aansoo rawan hue
ye waqt qaidiyon ki rihai ka waqt hai
ہو کا عالم ہے گرفتاروں کی آبادی میں
ہم تو سنتے تھے کہ زنجیر گراں بولتی ہے
हू का आलम है गिरफ़्तारों की आबादी में
हम तो सुनते थे कि ज़ंजीर-ए-गिराँ बोलती है
hoo ka aalam hai giraftaron ki aabadi mein
ham to sunte the ki zanjeer-e-giran bolti hai
موت بھی دور بہت دور کہیں پھرتی ہے
کون اب آ کے اسیروں کو رہائی دے گا
मौत भी दूर बहुत दूर कहीं फिरती है
कौन अब आ के असीरों को रिहाई देगा
maut bhi door bahut door kahin phirti hai
kaun ab aa ke aseeron ko rihai dega
اک سزا اور اسیروں کو سنا دی جائے
یعنی اب جرم اسیری کی سزا دی جائے
इक सज़ा और असीरों को सुना दी जाए
या'नी अब जुर्म-ए-असीरी की सज़ा दी जाए
ik saza aur aseeron ko suna di jaye
yaani ab jurm-e-aseeri ki saza di jaye
تم تو کہتے تھے کہ سب قیدی رہائی پا گئے
پھر پس دیوار زنداں رات بھر روتا ہے کون
तुम तो कहते थे कि सब क़ैदी रिहाई पा गए
फिर पस-ए-दीवार-ए-ज़िंदाँ रात-भर रोता है कौन
tum to kahte the ki sab qaidi rihai paa gaye
phir pas-e-deewar-e-zindan raat-bhar rota hai kaun
Aur Shayari Padhein →
SUKHAN
اردو
हिंदी
Roman

DIWAN E SUKHAN

"Har ek baat pe kehte ho..."
Urdu Hindi Roman
Ghazalein
Full Ghazals
Ash'aar
Couplets Feed
Nazmein
Story in Verse
Bayaaz
My Diary
Takhleeq
Create & Submit Poetry
View All
View All
Blog e Sukhan

Adab aur Dastan: Shayaron ki Mehfil

Urdu adab ke sunehre daur ki kahaniyan, azeem shayaron ke posheeda qisse, aur unki zindagiyon ke naye pehlu ek hi jagah.

Mazameen Padhein
Ishtehaar

Aapka Brand Yahan!

Diwan E Sukhan ke hazaron padhne walon tak apna paigham pohnchayein. Yeh khaas jagah premium brands aur karobar ke liye banayi gayi hai.
(TAP TO LEARN MORE!)

Ad by Fiza Perfumes Ishtehaar Ke Liye Rabta Karein
Sponsored Space
Message