Pyaar

Poetry Collection

جہاں ہو پیار غلط فہمیاں بھی ہوتی ہیں
سو بات بات پہ یوں دل برا نہیں کرتے
जहाँ हो प्यार ग़लत-फ़हमियाँ भी होती हैं
सो बात बात पे यूँ दिल बुरा नहीं करते
jahan ho pyaar ghalat-fahmiyan bhi hoti hain
so baat baat pe yun dil bura nahin karte
جھکی جھکی سی نظر بے قرار ہے کہ نہیں
دبا دبا سا سہی دل میں پیار ہے کہ نہیں
झुकी झुकी सी नज़र बे-क़रार है कि नहीं
दबा दबा सा सही दिल में प्यार है कि नहीं
jhuki jhuki si nazar be-qarar hai ki nahin
daba daba sa sahi dil mein pyaar hai ki nahin
ہمیں دیکھو ہمارے پاس بیٹھو ہم سے کچھ سیکھو
ہمیں نے پیار مانگا تھا ہمیں نے داغ پائے ہیں
हमें देखो हमारे पास बैठो हम से कुछ सीखो
हमीं ने प्यार माँगा था हमीं ने दाग़ पाए हैं
hamein dekho hamare paas baiTho ham se kuchh sikho
hamin ne pyaar manga tha hamin ne dagh paae hain
تم کو آتا ہے پیار پر غصہ
مجھ کو غصے پہ پیار آتا ہے
तुम को आता है प्यार पर ग़ुस्सा
मुझ को ग़ुस्से पे प्यार आता है
tum ko aata hai pyaar par ghussa
mujh ko ghusse pe pyaar aata hai
بندشوں کو زندگی سمجھ لی اور چل پڑے ہم راہوں میں
جس نے بھی پیار سے بات کر لی اسے دوست ہمارا بنا لیا
बंदिशों को ज़िंदगी समझ ली और चल पड़े हम राहों में
जिस ने भी प्यार से बात कर ली उसे दोस्त हमारा बना लिया
bandishon ko zindagi samajh li aur chal pade hum raahon mein
jisne bhi pyaar se baat kar li use dost hamara bana liya
جس کی اردو زبان ہوتی ہے
اس کی باتوں میں جان ہوتی ہے

میری نظموں کی شان ہے اردو
سب زبانوں کی جان ہے اردو

چاہتوں کا جہان ہے اردو
کتنی پیاری زبان ہے اردو

سارے بھارت کی جان ہے اردو
پیار کی داستان ہے اردو

راحتوں کا نشان ہے اردو
جوہروں کی بھی کان ہے اردو
जिस की उर्दू ज़बान होती है
उस की बातों में जान होती है

मेरी नज़्मों की शान है उर्दू
सब ज़बानों की जान है उर्दू

चाहतों का जहान है उर्दू
कितनी प्यारी ज़बान है उर्दू

सारे भारत की जान है उर्दू
प्यार की दास्तान है उर्दू

राहतों का निशान है उर्दू
जौहरों की भी कान है उर्दू
jis ki urdu zaban hoti hai
us ki baaton mein jaan hoti hai

meri nazmon ki shaan hai urdu
sab zabanon ki jaan hai urdu

chahaton ka jahan hai urdu
kitni pyari zaban hai urdu

sare bharat ki jaan hai urdu
pyar ki dastan hai urdu

rahaton ka nishan hai urdu
jauharon ki bhi kaan hai urdu
Aur Shayari Padhein →
SUKHAN
اردو
हिंदी
Roman

DIWAN E SUKHAN

"Har ek baat pe kehte ho..."
Urdu Hindi Roman
Ghazalein
Full Ghazals
Ash'aar
Couplets Feed
Nazmein
Story in Verse
Bayaaz
My Diary
Takhleeq
Create & Submit Poetry
View All
View All
Blog e Sukhan

Adab aur Dastan: Shayaron ki Mehfil

Urdu adab ke sunehre daur ki kahaniyan, azeem shayaron ke posheeda qisse, aur unki zindagiyon ke naye pehlu ek hi jagah.

Mazameen Padhein
Ishtehaar

Aapka Brand Yahan!

Diwan E Sukhan ke hazaron padhne walon tak apna paigham pohnchayein. Yeh khaas jagah premium brands aur karobar ke liye banayi gayi hai.
(TAP TO LEARN MORE!)

Ad by Fiza Perfumes Ishtehaar Ke Liye Rabta Karein
Sponsored Space
Message