Qais

Poetry Collection

تم نے جب شہر کو جنگل میں بدل ڈالا ہے
پھر تو اب قیس کو جنگل سے نکل آنے دو
तुम ने जब शहर को जंगल में बदल डाला है
फिर तो अब क़ैस को जंगल से निकल आने दो
tum ne jab shahr ko jangal mein badal Daala hai
phir to ab qais ko jangal se nikal aane do
اے قیس جنوں پیشہ انشاؔ کو کبھی دیکھا
وحشی ہو تو ایسا ہو رسوا ہو تو ایسا ہو
ऐ क़ैस-ए-जुनूँ-पेशा 'इन्शा' को कभी देखा
वहशी हो तो ऐसा हो रुस्वा हो तो ऐसा हो
ai qais-e-junun-pesha insha ko kabhi dekha
vahshi ho to aisa ho rusva ho to aisa ho
قیس ہو کوہکن ہو یا حالیؔ
عاشقی کچھ کسی کی ذات نہیں
क़ैस हो कोहकन हो या 'हाली'
आशिक़ी कुछ किसी की ज़ात नहीं
qais ho kohkan ho ya hali
aashiqi kuchh kisi ki zaat nahin
نوبت قیس ہو چکی آخر
اب تو سوداؔ کا بجتا ہے نانو
नौबत-ए-क़ैस हो चुकी आख़िर
अब तो 'سودا' का बजता है नाँव
naubat-e-qais ho chuki aakhir
ab to sauda ka baajta hai naanv
کیا کوہکن کی کوہ کنی کیا جنون قیس
وادئ عشق میں یہ مقام ابتدا کے ہیں
क्या कोहकन की कोह-कनी क्या जुनून-ए-क़ैस
वादी-ए-इश्क़ में ये मक़ाम इब्तिदा के हैं
kya kohkan ki koh-kani kya junoon-e-qais
vadi-e-ishq mein ye maqam ibtida ke hain
Aur Shayari Padhein →
SUKHAN
اردو
हिंदी
Roman

DIWAN E SUKHAN

"Har ek baat pe kehte ho..."
Urdu Hindi Roman
Ghazalein
Full Ghazals
Ash'aar
Couplets Feed
Nazmein
Story in Verse
Bayaaz
My Diary
Takhleeq
Create & Submit Poetry
View All
View All
Blog e Sukhan

Adab aur Dastan: Shayaron ki Mehfil

Urdu adab ke sunehre daur ki kahaniyan, azeem shayaron ke posheeda qisse, aur unki zindagiyon ke naye pehlu ek hi jagah.

Mazameen Padhein
Ishtehaar

Aapka Brand Yahan!

Diwan E Sukhan ke hazaron padhne walon tak apna paigham pohnchayein. Yeh khaas jagah premium brands aur karobar ke liye banayi gayi hai.
(TAP TO LEARN MORE!)

Ad by Fiza Perfumes Ishtehaar Ke Liye Rabta Karein
Sponsored Space
Message