Ruined heart

Poetry Collection

انقلاب ایک خواب ہے سو ہے
دل کی دنیا خراب ہے سو ہے
इंक़लाब एक ख़्वाब है सो है
दिल की दुनिया ख़राब है सो है
inqalab ek khvab hai so hai
dil ki duniya kharab hai so hai
دل کی طرف شکیلؔ توجہ ضرور ہو
یہ گھر اجڑ گیا تو بسایا نہ جائے گا
दिल की तरफ़ 'शकील' तवज्जोह ज़रूर हो
ये घर उजड़ गया तो बसाया न जाएगा
dil ki taraf shakeel tavajjoh zarur ho
ye ghar ujaD gaya to basaya na jaega
دل کے ویرانے میں گھومو تو بھٹک جاؤ گے
رونق کوچہ و بازار سے آگے نہ بڑھو
दिल के वीराने में घूमो तो भटक जाओगे
रौनक़-ए-कूचा-ओ-बाज़ार से आगे न बढ़ो
dil ke virane mein ghumo to bhaTak jaoge
raunaq-e-kucha-o-bazar se aage na baDho
پوچھتے ہیں کہ کیا ہوا دل کو
حسن والوں کی سادگی نہ گئی
पूछते हैं कि क्या हुआ दिल को
हुस्न वालों की सादगी न गई
puchhte hain ki kya hua dil ko
husn valon ki saadgi na gai
پھر مجھے لے چلا ادھر دیکھو
دل خانہ خراب کی باتیں
फिर मुझे ले चला उधर देखो
दिल-ए-ख़ाना-ख़राब की बातें
phir mujhe le chala udhar dekho
dil-e-khana-kharab ki baaten
Aur Shayari Padhein →
SUKHAN
اردو
हिंदी
Roman

DIWAN E SUKHAN

"Har ek baat pe kehte ho..."
Urdu Hindi Roman
Ghazalein
Full Ghazals
Ash'aar
Couplets Feed
Nazmein
Story in Verse
Bayaaz
My Diary
Takhleeq
Create & Submit Poetry
View All
View All
Blog e Sukhan

Adab aur Dastan: Shayaron ki Mehfil

Urdu adab ke sunehre daur ki kahaniyan, azeem shayaron ke posheeda qisse, aur unki zindagiyon ke naye pehlu ek hi jagah.

Mazameen Padhein
Ishtehaar

Aapka Brand Yahan!

Diwan E Sukhan ke hazaron padhne walon tak apna paigham pohnchayein. Yeh khaas jagah premium brands aur karobar ke liye banayi gayi hai.
(TAP TO LEARN MORE!)

Ad by Fiza Perfumes Ishtehaar Ke Liye Rabta Karein
Sponsored Space
Message