Self

Poetry Collection

اپنی صورت لگی پرائی سی
جب کبھی ہم نے آئینہ دیکھا
अपनी सूरत लगी पराई सी
जब कभी हम ने आईना देखा
Apni soorat lagi parayi si
Jab kabhi ham ne aaina dekha
ایک ہم خود کے ہیں اک گھر کے ہیں اک دنیا کے
تم اگر پا بھی سکو گے تو ہمیں چوتھائی
एक हम ख़ुद के हैं इक घर के हैं इक दुनिया के
तुम अगर पा भी सकोगे तो हमें चौथाई
Ek ham khud ke hain ik ghar ke hain ik duniya ke
Tum agar pa bhi sakoge to hamein chauthai
ہم اپنی دھوپ میں بیٹھے ہیں مشتاق
ہمارے ساتھ ہے سایہ ہمارا
हम अपनी धूप में बैठे हैं 'मुश्ताक़'
हमारे साथ है साया हमारा
ham apni dhoop mein baithe hain 'mushtaq'
hamare saath hai saaya hamara
ہم نے تو خود کو بھی مٹا ڈالا
تم نے تو صرف بے وفائی کی
हम ने तो ख़ुद को भी मिटा डाला
तुम ने तो सिर्फ़ बेवफ़ाई की
ham ne to khud ko bhi mita daala
tum ne to sirf bewafai ki
مانا کہ تو ذہین بھی ہے خوبرو بھی ہے
تجھ سا نہ میں ہوا تو بھلا کیا برا ہوا
माना कि तू ज़हीन भी है ख़ूब-रू भी है
तुझ सा न मैं हुआ तो भला क्या बुरा हुआ
maana ki tu zaheen bhi hai khoob-roo bhi hai
tujh sa na main hua to bhala kya bura hua
Aur Shayari Padhein →
SUKHAN
اردو
हिंदी
Roman

DIWAN E SUKHAN

"Har ek baat pe kehte ho..."
Urdu Hindi Roman
Ghazalein
Full Ghazals
Ash'aar
Couplets Feed
Nazmein
Story in Verse
Bayaaz
My Diary
Takhleeq
Create & Submit Poetry
View All
View All
Blog e Sukhan

Adab aur Dastan: Shayaron ki Mehfil

Urdu adab ke sunehre daur ki kahaniyan, azeem shayaron ke posheeda qisse, aur unki zindagiyon ke naye pehlu ek hi jagah.

Mazameen Padhein
Ishtehaar

Aapka Brand Yahan!

Diwan E Sukhan ke hazaron padhne walon tak apna paigham pohnchayein. Yeh khaas jagah premium brands aur karobar ke liye banayi gayi hai.
(TAP TO LEARN MORE!)

Ad by Fiza Perfumes Ishtehaar Ke Liye Rabta Karein
Sponsored Space
Message