DIWAN E SUKHAN
Explore more on Diwan E Sukhan

Shame

Poetry Collection

Ash'aar

Mirza Ghalib
kaaba kis munh se jaoge ghalib sharm tum ko magar nahin aati...
Mohammad Rafi Sauda
kis munh se phir tu aap ko kahta hai ishq-baaz ai ru-siyah tujh se to ye bhi na ho saka...
Abdul Hamid Adam
sawal kar ke main khud hi bahut pasheman hoon jawab de ke mujhe aur sharmsar na kar...
Shad Azimabadi
lahad mein kyun na jaun munh chhupaye bhari mahfil se uthvaya gaya hoon...
Yagana Changezi
mujhe dil ki khata par 'yaas' sharmana nahin aata paraya jurm apne naam likhvana nahin aata...
Nazeer Akbarabadi
gaye the milne ko shayad jhidak diya us ne miyan 'nazeer' to kuchh sharmsar aate hain...
Explore more on Diwan E Sukhan