DIWAN E SUKHAN
Explore more on Diwan E Sukhan

Simplicity

Poetry Collection

Ash'aar

Parveen Shakir
aamad pe teri itr o charagh o subu na hon itna bhi buud-o-baash ko saada nahīñ kiyā...
Jigar Moradabadi
sabhi andaz-e-husn pyare hain ham magar sadgi ke maare hain...
Amjad Islam Amjad
tiir aaya tha jidhar ye mire shahr ke log kitne saada hain ki marham bhi vahin dekhte hain...
Ameer Minai
hai javani khud javani ka singar sadgi gahna hai is sin ke liye...
Athar Aalam
Tu ghalti karte ja aur main maaf karta jaun Ek saada sa insaan hoon ghaffar nahi hoon...
Abdul Hamid Adam
main aur us ghuncha-dahan ki aarzoo aarzoo ki saadgi thi main na tha...
Mohammad Alvi
aur bazaar se kya le jaun pahli barish ka maza le jaun...
Explore more on Diwan E Sukhan