Speech

Poetry Collection

مزا ہے اسپیچ کا ڈنر میں خبر یہ چھپتی ہے پائنیر میں
فلک کی گردش کے ساتھ ہی ساتھ کام یاروں کا چل رہا ہے
मज़ा है स्पीच का डिनर में ख़बर ये छपती है पायनियर में
फ़लक की गर्दिश के साथ ही साथ काम यारों का चल रहा है
maza hai speech ka dinner mein khabar ye chhapti hai pioneer mein
falak ki gardish ke saath hi saath kaam yaaron ka chal raha hai
تم کان دھر سنو نہ سنو اس کے حرف کو
سوداؔ کو ہیگی اپنی ہی گفتار سے غرض
तुम कान धर सुनो न सुनो उस के हर्फ़ को
'सودا' को हैगी अपनी ही गुफ़्तार से ग़रज़
tum kaan dhar suno na suno us ke harf ko
sauda ko haigi apni hi guftar se gharaz
ہو کا عالم ہے گرفتاروں کی آبادی میں
ہم تو سنتے تھے کہ زنجیر گراں بولتی ہے
हू का आलम है गिरफ़्तारों की आबादी में
हम तो सुनते थे कि ज़ंजीर-ए-गिराँ बोलती है
hoo ka aalam hai giraftaron ki aabadi mein
ham to sunte the ki zanjeer-e-giran bolti hai
نظیر تیری اشارتوں سے یہ باتیں غیروں کی سن رہا ہے
وگرنہ کس میں تھی تاب و طاقت جو اس سے آ کر کلام کرتا
'नज़ीर' तेरी इशारतों से ये बातें ग़ैरों की सुन रहा है
वगर्ना किस में थी ताब-ओ-ताक़त जो उस से आ कर कलाम करता
'nazeer' teri isharaton se ye baatein ghairon ki sun raha hai
wagarna kis mein thi taab-o-taqat jo us se aa kar kalam karta
شیو تو نہیں ہم پھر بھی ہم نے دنیا بھر کے زہر پیے
اتنی کڑواہٹ ہے منہ میں کیسے میٹھی بات کریں
शिव तो नहीं हम फिर भी हम ने दुनिया भर के ज़हर पिये
इतनी कड़वाहट है मुँह में कैसे मीठी बात करें
shiv to nahin ham phir bhi ham ne duniya bhar ke zahr piye
itni kadwahat hai munh mein kaise meethi baat karein
Aur Shayari Padhein →
SUKHAN
اردو
हिंदी
Roman

DIWAN E SUKHAN

"Har ek baat pe kehte ho..."
Urdu Hindi Roman
Ghazalein
Full Ghazals
Ash'aar
Couplets Feed
Nazmein
Story in Verse
Bayaaz
My Diary
Takhleeq
Create & Submit Poetry
View All
View All
Blog e Sukhan

Adab aur Dastan: Shayaron ki Mehfil

Urdu adab ke sunehre daur ki kahaniyan, azeem shayaron ke posheeda qisse, aur unki zindagiyon ke naye pehlu ek hi jagah.

Mazameen Padhein
Ishtehaar

Aapka Brand Yahan!

Diwan E Sukhan ke hazaron padhne walon tak apna paigham pohnchayein. Yeh khaas jagah premium brands aur karobar ke liye banayi gayi hai.
(TAP TO LEARN MORE!)

Ad by Fiza Perfumes Ishtehaar Ke Liye Rabta Karein
Sponsored Space
Message