DIWAN E SUKHAN
Explore more on Diwan E Sukhan

Stone heart

Poetry Collection

Ash'aar

Mirza Ghalib
dil hi to hai na sang-o-khisht dard se bhar na aae kyun roenge ham hazar baar koi hamein satae kyun...
Bashir Badr
patthar ke jigar vaalo gham mein vo ravani hai khud raah bana lega bahta hua paani hai...
Kaleem Aajiz
tujhe sang-dil ye pata hai kya ki dukhe dilon ki sada hai kya? kabhi choT tu ne bhi khaai hai kabhi tera dil bhi dukha hai kya?...
Muneer Niyazi
janta hun ek aise shakhs ko main bhi muneer gham se patthar ho gaya lekin kabhi roya nahin...
Arzoo Lakhnavi
ek dil patthar bane aur ek dil ban jaae mom aakhir itna farq kyun taqsim-e-aab-o-gil mein hai...
Yagana Changezi
'yagana' wahi fateh-e-lakhknau hain dil-e-sang-o-ahan mein ghar karne wale...
Explore more on Diwan E Sukhan