Surrender

Poetry Collection

اپنے لیے اب ایک ہی راہ نجات ہے
ہر ظلم کو رضائے خدا کہہ لیا کرو
अपने लिए अब एक ही राह-ए-नजात है
हर ज़ुल्म को रज़ा-ए-ख़ुदा कह लिया करो
apne liye ab ek hi raah najat hai
har zulm ko raza-e-khuda kah liya karo
محبت کے یہ معنی ہیں کہ میں نے
وہی چاہا کہ جو کچھ تو نے چاہا
मोहब्बत के ये मा'नी हैं कि मैं ने
वही चाहा कि जो कुछ तू ने चाहा
mohabbat ke ye maani hain ki main ne
vahi chaha ki jo kuchh tu ne chaha
پریم نگر میں مانگنے والے بھوکوں مر جاتے ہیں
اس بستی میں کھا نہیں سکتا کوئی چھین جھپٹ کے
प्रेम-नगर में माँगने वाले भूकों मर जाते हैं
इस बस्ती में खा नहीं सकता कोई छीन-झपट के
Prem-nagar mein maangne wale bhookon mar jaate hain
Is basti mein kha nahin sakta koi chheen-jhapat ke
تجھ کو سپردگی میں سمٹنا بھی ہے ضرور
سچا ہے کاروبار تو نقصان چاہیے
तुझ को सुपुर्दगी में सिमटना भी है ज़रूर
सच्चा है कारोबार तो नुक़्सान चाहिए
tujh ko supurdagi mein simatna bhi hai zaroor
sachcha hai karobar to nuqsan chahiye
تھے ہم تو خود پسند بہت لیکن عشق میں
اب ہے وہی پسند جو ہو یار کو پسند
थे हम तो ख़ुद-पसंद बहुत लेकिन इश्क़ में
अब है वही पसंद जो हो यार को पसंद
the ham to khud-pasand bahut lekin ishq mein
ab hai wahi pasand jo ho yaar ko pasand
Aur Shayari Padhein →
SUKHAN
اردو
हिंदी
Roman

DIWAN E SUKHAN

"Har ek baat pe kehte ho..."
Urdu Hindi Roman
Ghazalein
Full Ghazals
Ash'aar
Couplets Feed
Nazmein
Story in Verse
Bayaaz
My Diary
Takhleeq
Create & Submit Poetry
View All
View All
Blog e Sukhan

Adab aur Dastan: Shayaron ki Mehfil

Urdu adab ke sunehre daur ki kahaniyan, azeem shayaron ke posheeda qisse, aur unki zindagiyon ke naye pehlu ek hi jagah.

Mazameen Padhein
Ishtehaar

Aapka Brand Yahan!

Diwan E Sukhan ke hazaron padhne walon tak apna paigham pohnchayein. Yeh khaas jagah premium brands aur karobar ke liye banayi gayi hai.
(TAP TO LEARN MORE!)

Ad by Fiza Perfumes Ishtehaar Ke Liye Rabta Karein
Sponsored Space
Message