Tasveer

Poetry Collection

ان کی تصویر پرس میں رکھ کر
ان کو دل کے قریب سمجھیں گے
उन की तस्वीर पर्स में रख कर
उन को दिल के क़रीब समझेंगे
Un ki tasveer purse mein rakh kar
Un ko dil ke qareeb samjhenge
میرے کمرے میں اداسی ہے قیامت کی مگر
ایک تصویر پرانی سی ہنسا کرتی ہے
मेरे कमरे में उदासी है क़यामत की मगर
एक तस्वीर पुरानी सी हँसा करती है
Mere kamre mein udasi hai qayamat ki magar
Ek tasveer purani si hansa karti hai
دل گیا تھا تو یہ آنکھیں بھی کوئی لے جاتا
میں فقط ایک ہی تصویر کہاں تک دیکھوں
दिल गया था तो ये आँखें भी कोई ले जाता
मैं फ़क़त एक ही तस्वीर कहाँ तक देखूँ
dil gaya tha to ye aankhen bhi koi le jaata
main faqat ek hi tasveer kahan tak dekhoon
ہم بنائیں گے یہاں ساغر نئی تصویر شوق
ہم تخیل کے مجدد ہم تصور کے امام
हम बनाएँगे यहाँ 'साग़र' नई तस्वीर-ए-शौक़
हम तख़य्युल के मुजद्दिद हम तसव्वुर के इमाम
ham banayenge yahan 'saghar' nai tasveer-e-shauq
ham takhayyul ke mujaddid ham tasawwur ke imaam
جانے کب تک تری تصویر نگاہوں میں رہی
ہو گئی رات تیرے عکس کو تکتے تکتے
میں نے پھر تیرے تصور کے کسی لمحے میں
تیری تصویر پہ لب رکھ دیے آہستہ سے!
जाने कब तक तिरी तस्वीर निगाहों में रही
हो गई रात तेरे अक्स को तकते तकते
मैं ने फिर तेरे तसव्वुर के किसी लम्हे में
तेरी तस्वीर पे लब रख दिए आहिस्ता से!
Jaane kab tak teri tasveer nigahon mein rahi
Ho gayi raat tere aks ko takte takte
Main ne phir tere tasavvur ke kisi lamhe mein
Teri tasveer pe lab rakh diye aahista se!
Aur Shayari Padhein →
SUKHAN
اردو
हिंदी
Roman

DIWAN E SUKHAN

"Har ek baat pe kehte ho..."
Urdu Hindi Roman
Ghazalein
Full Ghazals
Ash'aar
Couplets Feed
Nazmein
Story in Verse
Bayaaz
My Diary
Takhleeq
Create & Submit Poetry
View All
View All
Blog e Sukhan

Adab aur Dastan: Shayaron ki Mehfil

Urdu adab ke sunehre daur ki kahaniyan, azeem shayaron ke posheeda qisse, aur unki zindagiyon ke naye pehlu ek hi jagah.

Mazameen Padhein
Ishtehaar

Aapka Brand Yahan!

Diwan E Sukhan ke hazaron padhne walon tak apna paigham pohnchayein. Yeh khaas jagah premium brands aur karobar ke liye banayi gayi hai.
(TAP TO LEARN MORE!)

Ad by Fiza Perfumes Ishtehaar Ke Liye Rabta Karein
Sponsored Space
Message