DIWAN E SUKHAN
Explore more on Diwan E Sukhan
Tavern
Poetry Collection
Ash'aar
Mirza Ghalib
kahan mai-khane ka darvaza ghalib aur kahan vaiz par itna jaante hain kal vo jaata tha ki ham nikle...
Siraj Aurangabadi
is adab-gah kun tun masjid-e-jaame mat buujh shaikh be-bak na ja gosha-e-mai-khane mein...
Khumar Barabankavi
haaye re wo madh-bhari aankhein 'khumar' mai-kade veeran nazar aaye hain...
Yagana Changezi
rang badla phir hawa ka mai-kashon ke din phire phir chali baad-e-saba phir mai-kade ka dar khula...
Nazeer Akbarabadi
door se aaye the saqi sun ke mai-khane ko ham bas taraste hi chale afsos paimane ko ham...
Nazeer Akbarabadi
mai bhi hai meena bhi hai saghar bhi hai saqi nahin dil mein aata hai laga dein aag mai-khane ko ham...
Nazeer Akbarabadi
wo mai-kade mein halawat hai rind-e-mai-kash ko jo khanqah mein hai parsa ko aish-o-tarab...
Aziz Bano Darab Wafa
jab kisi raat kabhi baith ke mai-khane mein khud ko baantega to dega mira hissa mujh ko...
Explore more on Diwan E Sukhan