Teer

Poetry Collection

کوئی میرے دل سے پوچھے ترے تیر نیم کش کو
یہ خلش کہاں سے ہوتی جو جگر کے پار ہوتا
कोई मेरे दिल से पूछे तिरे तीर-ए-नीम-कश को
ये ख़लिश कहाँ से होती जो जिगर के पार होता
koi mere dil se puchhe tire tiir-e-niim-kash ko
ye khalish kahan se hoti jo jigar ke paar hota
جنگ کا ہتھیار طے کچھ اور تھا
تیر سینے میں اتارا اور ہے
जंग का हथियार तय कुछ और था
तीर सीने में उतारा और है
jang ka hathiyar tai kuchh aur tha
tiir siine mein utara aur hai
زندگی کے حسین ترکش میں
کتنے بے رحم تیر ہوتے ہیں
ज़िंदगी के हसीन तरकश में
कितने बे-रहम तीर होते हैं
zindagi ke haseen tarkash mein
kitne be-rahm teer hote hain
حال غم کہہ کے غم بڑھا بیٹھے
تیر مارے تھے تیر کھا بیٹھے
हाल-ए-ग़म कह के ग़म बढ़ा बैठे
तीर मारे थे तीर खा बैठे
haal-e-gham kah ke gham badha baithe
teer maare the teer kha baithe
کتنے ہی زخم ہیں مرے اک زخم میں چھپے
کتنے ہی تیر آنے لگے اک نشان پر
कितने ही ज़ख़्म हैं मिरे इक ज़ख़्म में छुपे
कितने ही तीर आने लगे इक निशान पर
kitne hi zakhm hain mire ik zakhm mein chhupe
kitne hi teer aane lage ik nishan par
Aur Shayari Padhein →
SUKHAN
اردو
हिंदी
Roman

DIWAN E SUKHAN

"Har ek baat pe kehte ho..."
Urdu Hindi Roman
Ghazalein
Full Ghazals
Ash'aar
Couplets Feed
Nazmein
Story in Verse
Bayaaz
My Diary
Takhleeq
Create & Submit Poetry
View All
View All
Blog e Sukhan

Adab aur Dastan: Shayaron ki Mehfil

Urdu adab ke sunehre daur ki kahaniyan, azeem shayaron ke posheeda qisse, aur unki zindagiyon ke naye pehlu ek hi jagah.

Mazameen Padhein
Ishtehaar

Aapka Brand Yahan!

Diwan E Sukhan ke hazaron padhne walon tak apna paigham pohnchayein. Yeh khaas jagah premium brands aur karobar ke liye banayi gayi hai.
(TAP TO LEARN MORE!)

Ad by Fiza Perfumes Ishtehaar Ke Liye Rabta Karein
Sponsored Space
Message