Trouble

Poetry Collection

اپنے سر اک بلا تو لینی تھی
میں نے وہ زلف اپنے سر لی ہے
अपने सर इक बला तो लेनी थी
मैं ने वो ज़ुल्फ़ अपने सर ली है
apne sar ik bala to leni thi
main ne vo zulf apne sar li hai
ارے یہ دل اور اتنا خالی
کوئی مصیبت ہی پال رکھیے
अरे ये दिल और इतना ख़ाली
कोई मुसीबत ही पाल रखिए
are ye dil aur itna khaali
koi musibat hi paal rakhiye
وہ خدا ہے تو مری روح میں اقرار کرے
کیوں پریشان کرے دور کا بسنے والا
वो ख़ुदा है तो मिरी रूह में इक़रार करे
क्यूँ परेशान करे दूर का बसने वाला
wo khuda hai to miri ruuh mein iqrar kare
kyun pareshan kare door ka basne wala
اجل بھی ٹل گئی دیکھی گئی حالت نہ آنکھوں سے
شب غم میں مصیبت سی مصیبت ہم نے جھیلی ہے
अजल भी टल गई देखी गई हालत न आँखों से
शब-ए-ग़म में मुसीबत सी मुसीबत हम ने झेली है
ajal bhi tal gayi dekhi gayi haalat na aankhon se
shab-e-gham mein musibat si musibat ham ne jheli hai
خواب ویسے تو اک عنایت ہے
آنکھ کھل جائے تو مصیبت ہے
ख़्वाब वैसे तो इक इनायत है
आँख खुल जाए तो मुसीबत है
khwab waise to ik inayat hai
aankh khul jaaye to musibat hai
Aur Shayari Padhein →
SUKHAN
اردو
हिंदी
Roman

DIWAN E SUKHAN

"Har ek baat pe kehte ho..."
Urdu Hindi Roman
Ghazalein
Full Ghazals
Ash'aar
Couplets Feed
Nazmein
Story in Verse
Bayaaz
My Diary
Takhleeq
Create & Submit Poetry
View All
View All
Blog e Sukhan

Adab aur Dastan: Shayaron ki Mehfil

Urdu adab ke sunehre daur ki kahaniyan, azeem shayaron ke posheeda qisse, aur unki zindagiyon ke naye pehlu ek hi jagah.

Mazameen Padhein
Ishtehaar

Aapka Brand Yahan!

Diwan E Sukhan ke hazaron padhne walon tak apna paigham pohnchayein. Yeh khaas jagah premium brands aur karobar ke liye banayi gayi hai.
(TAP TO LEARN MORE!)

Ad by Fiza Perfumes Ishtehaar Ke Liye Rabta Karein
Sponsored Space
Message