DIWAN E SUKHAN
Explore more on Diwan E Sukhan
Trust
Poetry Collection
Ash'aar
Jaun Elia
ab ki jab jaanana tum ko hai sabhi par etibar ab tumhein jaanana mujh par etibar aaya to kya...
Amjad Islam Amjad
har baat jaante hue dil maanta na tha ham jaane etibar ke kis marhale mein the...
Tehzeeb Hafi
Mujhe to jaan se badh kar azeez ho gaya hai To mere saath koi haath kyun nahin karta...
Tehzeeb Hafi
Tum ko dil ki baat batani hai lekin Aankhen band karo to mutthi kholunga...
Abdul Hamid Adam
adam bahut hi agar roothne lagi ummid kisi ke waade pe phir etibar kar loonga...
Ahmad Mushtaq
tum aaye ho tumhein bhi aazma kar dekh leta hoon tumhaare saath bhi kuchh door jaa kar dekh leta hoon...
Khumar Barabankavi
ab in hudud mein laaya hai intezar mujhe wo aa bhi jaayen to aaye na etibar mujhe...
Shariq Kaifi
jhoot par us ke bharosa kar liya dhoop itni thi ki saaya kar liya...
Yagana Changezi
'yaas' is charkh-e-zamana-saaz ka kya etibar mehrban hai aaj kal na-mehrban ho jayega...
Nazeer Akbarabadi
abhi kahein to kisi ko na etibar aave ki ham ko raah mein ik aashna ne loot liya...
Explore more on Diwan E Sukhan