DIWAN E SUKHAN
Explore more on Diwan E Sukhan
Unfaithful
Poetry Collection
Ash'aar
Allama Iqbal
kabhi ham se kabhi ghairon se shanasai hai baat kahne ki nahin tu bhi to harjai hai...
Noshi Gilani
ye aarzu thi ki ham us ke saath saath chalen magar vo shakhs to rasta badalta jaata hai...
Kaleem Aajiz
suna hai hamein bevafa tum kaho ho zara ham se aankhen mila lo to jaanen...
Muneer Niyazi
kuchh din ke baad us se juda ho gae muneer us bevafa se apni tabiat nahin mili...
Hafeez Jalandhari
vafa jis se ki bevafa ho gaya jise but banaya khuda ho gaya...
Saqi Faruqi
main apni aankhon se apna zawal dekhta hoon main bewafa hoon magar be-khabar na jaan mujhe...
Nazeer Akbarabadi
us bewafa ne ham ko agar apne ishq mein ruswa kiya kharab kiya phir kisi ko kya...
Explore more on Diwan E Sukhan