Union

Poetry Collection

یہ کس نے نقاب اپنے رخ سے الٹ دی
گلے مل رہے ہیں بہم کفر و ایماں
ये किस ने नक़ाब अपने रुख़ से उलट दी
गले मिल रहे हैं बहम कुफ़्र-ओ-ईमाँ
ye kis ne naqab apne rukh se ulaT di
gale mil rahe hain baham kufr-o-iiman
وصل میں خالی ہوئی غیر سے محفل تو کیا
شرم بھی جائے تو میں جانوں کہ تنہائی ہوئی
वस्ल में ख़ाली हुई ग़ैर से महफ़िल तो क्या
शर्म भी जाए तो मैं जानूँ कि तन्हाई हुई
vasl mein khaali hui ghair se mahfil to kya
sharm bhi jaae to main jaanun ki tanhai hui
تیرا نام لکھتی ہیں انگلیاں خلاؤں میں
یہ بھی اک دعا ہوگی وصل کی دعاؤں میں
तेरा नाम लिखती हैं उँगलियाँ ख़लाओं में
ये भी इक दुआ होगी वस्ल की दुआओं में
Tera naam likhti hain ungliyan khalaon mein
Ye bhi ik dua hogi vasl ki duaon mein
خود اپنے ہجر کی خواہش مجھے عزیز رہی
یہ تیرے وصل کا قصہ تو اک بہانہ ہوا
ख़ुद अपने हिज्र की ख़्वाहिश मुझे अज़ीज़ रही
ये तेरे वस्ल का क़िस्सा तो इक बहाना हुआ
Khud apne hijr ki khwahish mujhe aziiz rahi
Ye tere vasl ka qissa to ik bahana hua
ہولے ہولے وصل ہوا
دھیرے دھیرے جان گئی
हौले हौले वस्ल हुआ
धीरे धीरे जान गई
haule haule wasl hua
dheere dheere jaan gayi
Aur Shayari Padhein →
SUKHAN
اردو
हिंदी
Roman

DIWAN E SUKHAN

"Har ek baat pe kehte ho..."
Urdu Hindi Roman
Ghazalein
Full Ghazals
Ash'aar
Couplets Feed
Nazmein
Story in Verse
Bayaaz
My Diary
Takhleeq
Create & Submit Poetry
View All
View All
Blog e Sukhan

Adab aur Dastan: Shayaron ki Mehfil

Urdu adab ke sunehre daur ki kahaniyan, azeem shayaron ke posheeda qisse, aur unki zindagiyon ke naye pehlu ek hi jagah.

Mazameen Padhein
Ishtehaar

Aapka Brand Yahan!

Diwan E Sukhan ke hazaron padhne walon tak apna paigham pohnchayein. Yeh khaas jagah premium brands aur karobar ke liye banayi gayi hai.
(TAP TO LEARN MORE!)

Ad by Fiza Perfumes Ishtehaar Ke Liye Rabta Karein
Sponsored Space
Message