DIWAN E SUKHAN
Explore more on Diwan E Sukhan

Veil

Poetry Collection

Ash'aar

Irfan Siddiqi
sar-barahna bibiyon ke baal chaandi ho gaye kheme phir istada kab honge rida kab aayegi...
Saqi Faruqi
tamam jism ki uryaniyan thiin aankhon mein wo meri ruuh mein utra hijab pahne hue...
Shariq Kaifi
shayad use zaroorat ho ab parde ki raushniyan ghar ki maddham kar jaun main...
Nazeer Akbarabadi
aankhon mein meri subh-e-qayamat gayi jhamak seene se us pari ke jo parda ulat gaya...
Ismail Merathi
utha hijab to bas deen-o-dil diye hi bani janab-e-shaikh ko daawa tha parsai ka...
Aziz Bano Darab Wafa
main kisi janm ki yaadon pe pada parda hoon koi ik lamhe ko ik dam se uthata hai mujhe...
Aziz Bano Darab Wafa
nikal pade na kahin apni aad se koi tamam umr ka parda na tod de koi...
Explore more on Diwan E Sukhan