Wandering

Poetry Collection

رات کتنی گزر گئی لیکن
اتنی ہمت نہیں کہ گھر جائیں
रात कितनी गुज़र गई लेकिन
इतनी हिम्मत नहीं कि घर जाएँ
raat kitni guzar gai lekin
itni himmat nahin ki ghar jaen
ہم گھوم چکے بستی بن میں
اک آس کی پھانس لیے من میں
हम घूम चुके बस्ती बन में
इक आस की फाँस लिए मन में
ham ghuum chuke basti ban mein
ik aas ki phaans liye man mein
سو ملیں زندگی سے سوغاتیں
ہم کو آوارگی ہی راس آئی
सौ मिलीं ज़िंदगी से सौग़ातें
हम को आवारगी ही रास आई
sau milin zindagi se saughaten
ham ko aavargi hi raas aai
میں کہاں تک دل سادہ کو بھٹکنے سے بچاؤں
آنکھ جب اٹھے گنہ گار بنا دے مجھ کو
मैं कहाँ तक दिल-ए-सादा को भटकने से बचाऊँ
आँख जब उठे गुनहगार बना दे मुझ को
main kahan tak dil-e-sada ko bhatakne se bachaun
aankh jab utthe gunahgar bana de mujh ko
کہاں بھٹکتے پھروگے علوی
سڑک سے پوچھو کدھر گئی ہے
कहाँ भटकते फिरोगे 'अल्वी'
सड़क से पूछो किधर गई है
kahan bhatakte phiroge 'alvi'
sadak se poocho kidhar gayi hai
Aur Shayari Padhein →
SUKHAN
اردو
हिंदी
Roman

DIWAN E SUKHAN

"Har ek baat pe kehte ho..."
Urdu Hindi Roman
Ghazalein
Full Ghazals
Ash'aar
Couplets Feed
Nazmein
Story in Verse
Bayaaz
My Diary
Takhleeq
Create & Submit Poetry
View All
View All
Blog e Sukhan

Adab aur Dastan: Shayaron ki Mehfil

Urdu adab ke sunehre daur ki kahaniyan, azeem shayaron ke posheeda qisse, aur unki zindagiyon ke naye pehlu ek hi jagah.

Mazameen Padhein
Ishtehaar

Aapka Brand Yahan!

Diwan E Sukhan ke hazaron padhne walon tak apna paigham pohnchayein. Yeh khaas jagah premium brands aur karobar ke liye banayi gayi hai.
(TAP TO LEARN MORE!)

Ad by Fiza Perfumes Ishtehaar Ke Liye Rabta Karein
Sponsored Space
Message