DIWAN E SUKHAN
Explore more on Diwan E Sukhan
Water
Poetry Collection
Ash'aar
Amjad Islam Amjad
lahren uTh uTh ke magar us ka badan chuumti thiin vo jo paani mein gaya khuub hi dariya chamka...
Nida Fazli
ye kaaTe se nahin kaTte ye banTe se nahin baTte nadi ke paniyon ke samne aari kaTari kya...
Nasir Kazmi
hansta paani rota paani mujh ko aavazen deta tha...
Tehzeeb Hafi
Ped mujhe hasrat se dekha karte the Main jangal mein paani laya karta tha...
Abdul Hamid Adam
zindagi hai ik kiraye ki khushi sookhte talaab ka pani hoon main...
Abdul Hamid Adam
zindagi zor hai rawani ka kya thamega bahaw paani ka...
Adil Mansuri
chai mein us ke pistan the mera badan paani mein tha...
Ahmad Mushtaq
ye paani khamushi se bah raha hai ise dekhen ki is mein doob jaayen...
Ahmad Mushtaq
jab shaam utarti hai kya dil pe guzarti hai sahil ne bahut poochha khamosh raha paani...
Irfan Siddiqi
samundar ada-fahm tha ruk gaya ki ham paanv paani pe dharne ko the...
Mohammad Alvi
hairan mat ho tairti machhli ko dekh kar paani mein raushni ko utarte hue bhi dekh...
Mohammad Alvi
pahli boond giri tip se phir sab kuchh paani mein tha...
Rajinder Manchanda Bani
yaad tiri jaise ki sar-e-shaam dhund utar jaaye paani mein...
Rajinder Manchanda Bani
paiham mauj-e-imkani mein agla paanv naye paani mein...
Shakeb Jalali
dard ke mausam ka kya hoga asar anjaan par dosto paani kabhi rukta nahin dhalwaan par...
Shariq Kaifi
bahut gadla tha paani us nadi ka magar main apna chehra dekh aaya...
Nazeer Akbarabadi
ashkon ke tasalsul ne chhupaya tan-e-uryan ye aab-e-rawan ka hai naya pairahan apna...
Nazeer Akbarabadi
sar-chashma-e-baqa se hargiz na aab laao hazrat khizar kahin se ja kar sharab laao...
Explore more on Diwan E Sukhan