DIWAN E SUKHAN
Explore more on Diwan E Sukhan

Broken

Poetry Collection

Ash'aar

Amjad Islam Amjad
paspa hui sipah to parcham bhi ham hi the hairat ki baat ye hai ki barham bhi ham hi the...
Meena Kumari Naaz
Kaanch ke tukde chune magar Tujh sa wo be-kal kya ho...
Jawad Sheikh
Tootne par koi aaye to phir aisa toote Ki jise dekh ke har dekhne wala toote...
Abdul Hamid Adam
jo aksar baar-war hone se pahle toot jaate the wahi khasta shikasta ahd-o-paiman yaad aate hain...
Adil Mansuri
kis tarah jama kijiye ab apne aap ko kaghaz bikhar rahe hain purani kitab ke...
Adil Mansuri
yaadon ne use tod diya maar ke patthar aaine ki khandaq mein jo parchhain padi thi...
Mohammad Alvi
rakhte ho agar aankh to baahar se na dekho dekho mujhe andar se bahut toot chuka hoon...
Mohammad Alvi
bikher de mujhe charon taraf khalaon mein kuchh is tarah se alag kar ki jud na paun main...
Mohammad Alvi
tuda-muda hai magar khuda hai ise to sahib sambhal rakhiye...
Saghar Siddiqui
be-sakhta bikhar gayi jalwon ki kaenat aaina toot kar tiri angdai ban gaya...
Saghar Siddiqui
jhilmilate hue ashkon ki ladi toot gayi jagmagati hui barsaat ne dam tod diya...
Shad Azimabadi
nazuk tha bahut kuchh dil mera ai shad tahammul ho na saka ik thes lagi thi yun hi si kya jald ye sheesha toot gaya...
Nazeer Akbarabadi
tode hain bahut sheesha-e-dil jis ne 'nazeer' aah phir charkh wahi gumbad-e-meenai hai kam-bakht...

Ghazalein

Explore more on Diwan E Sukhan