DIWAN E SUKHAN
Explore more on Diwan E Sukhan
Missing you
Poetry Collection
Ash'aar
Parveen Shakir
raat ke shayad ek baje hain sota hoga mera chaand...
Firaq Gorakhpuri
main hun dil hai tanhai hai tum bhi hote achchha hota...
Firaq Gorakhpuri
shaamen kisi ko mangti hain aaj bhi firaq go zindagi mein yun mujhe koi kami nahin...
Jigar Moradabadi
aa ki tujh bin is tarah ai dost ghabrata hun main jaise har shai mein kisi shai ki kami paata hun main...
Bashir Badr
tumhaare saath ye mausam farishton jaisa hai tumhaare baad ye mausam bahut sataega...
Shakeel Badayuni
un ka zikr un ki tamanna un ki yaad vaqt kitna qimti hai aaj kal...
Gulzar
shaam se aankh mein nami si hai aaj phir aap ki kami si hai...
Habib Jalib
jin ki yaadon se raushan hain meri aankhen dil kahta hai un ko bhi main yaad aata hun...
Altaf Hussain Hali
us ke jaate hi ye kya ho gai ghar ki surat na vo divar ki surat hai na dar ki surat...
Zehra Nigah
barson hue tum kahin nahin ho aaj aisa laga yahin kahin ho...
Jan Nisar Akhtar
aahaT si koi aae to lagta hai ki tum ho saaya koi lahrae to lagta hai ki tum ho...
Majrooh Sultanpuri
ab kargah-e-dahr mein lagta hai bahut dil ai dost kahin ye bhi tira gham to nahin hai...
Hafeez Jalandhari
jaise virane se Takra ke palaTti hai sada dil ke har goshe se aai tiri aavaz mujhe...
Ahmad Nadeem Qasmi
us waqt ka hisab kya doon jo tere baghair kat gaya hai...
Explore more on Diwan E Sukhan