DIWAN E SUKHAN
Explore more on Diwan E Sukhan

Qayamat

Poetry Collection

Ash'aar

Mirza Ghalib
jaate hue kahte ho qayamat ko milenge kya khuub qayamat ka hai goya koi din aur...
Faiz Ahmad Faiz
vo buton ne Daale hain vasvase ki dilon se khauf-e-khuda gaya vo paDi hain roz qayamatenn ki khayal-e-roz-e-jaza gaya...
Momin Khan Momin
ab shor hai misal-e-judi is khiram ko yun kaun jaanta tha qayamat ke naam ko...
Firaq Gorakhpuri
shakl insan ki ho chaal bhi insan ki ho yun bhi aati hai qayamat mujhe maalum na tha...
Dagh Dehlvi
ghazab kiya tire vaade pe e'tibar kiya tamam raat qayamat ka intizar kiya...
Mohsin Naqvi
vo mujh se baDh ke zabt ka aadi tha ji gaya varna har ek saans qayamat use bhi thi...
Ahmad Nadeem Qasmi
un ka aana hashr se kuchh kam na tha aur jab palte qayamat dhaa gaye...
Explore more on Diwan E Sukhan