DIWAN E SUKHAN
Explore more on Diwan E Sukhan
Stone
Poetry Collection
Ash'aar
Naseer Turabi
Usi ne mujh pe uthaye hain sang jis ke liye Main paash paash hua ghar nigar-khana hua...
Ahmad Mushtaq
sang uthana to badi baat hai ab shahr ke log aankh utha kar bhi nahin dekhte deewane ko...
Irfan Siddiqi
ham bhi patthar tum bhi patthar sab patthar takrao ham bhi tooten tum bhi tooto sab tooten aameen...
Khalilur Rahman Azmi
hangama-e-hayat se jaan-bar na ho saka ye dil ajeeb dil hai ki patthar na ho saka...
Shakeb Jalali
kya kahun deeda-e-tar ye to mira chehra hai sang kat jaate hain barish ki jahan dhaar gire...
Nazeer Akbarabadi
abas mehnat hai kuchh haasil nahin patthar-tarashi se yahi mazmoon tha farhad ke teshe ki khat-khat ka...
Aziz Bano Darab Wafa
mere halaat ne yun kar diya patthar mujh ko dekhne walon ne dekha bhi na chhoo kar mujh ko...
Explore more on Diwan E Sukhan